forex mai fundamental analysis - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

forex mai fundamental analysis

Shoki

Shoki

جونیئر ممبر

Re: forex mai fundamental analysis

hamy learning gain kar ky kam karna h ga pher he hum agy bar skay gy hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik asas business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum isy apna life time career be bnaan sakty hain is mi hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>
    mishiali

    mishiali

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    forex trading me analysis 3 types ke hote han jis me fundamental analysis bhot acha hy es analysis ke through kam kr ke ham achi earning kr skte han or week end ke pe hamsha analysis read krna cheye es information me ezfa hoga or tradning keilye best reah ga
  • asafshahzada

    asafshahzada

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    G bhai jan apny bhut achi bat ki hy apny fundamental analysis aik bhut zbrdast analysis hy jis ma hum ik specific time select kr k apna trade kr sakty hen aur acha khasa profit kama sakty hen agar hum analysis nai kren gy to hamen loss bhi aa sakta hy
  • ziishi

    ziishi

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    forex mn fundamental analysis bhot hi important hy in k bghar trading mumkin nhi hy q k fundamental analysis technical ko b fail kr dati hn aur in ka market pr bhot impact prta hy is lia news k bghar hmain kabi trading nhi krni chahea news ko sun,na bhot zrori hy news sy hm trading kr skty hn.
  • Heheh

    Heheh

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    forex main fundamental analysis ki bohat ehmyat hain hamy ko achy sy samj kar is main mehant sy kam karna chahey hamyt apny lalch or emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain
  • Re: forex mai fundamental analysis

    hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss jy ga is mai market ka balm nahi hota hum isy apna life time career be bana sakty hian hum is mai agar bager learning ky kam akry gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hotla forex aik asa busines hain jo ky kabe be band nahi ho sakta
  • Binya

    Binya

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    hamy expert ban kar fundamental analyses ko use ke ky kam karna chahey per he hum market main pasia kam sakty hain hamy market ko achy sy analyses kar ky trading karne chahey hum is main pair or currency main trading karty hain hamy apny experience ky mutabik pair yai currency chose karne chahey hamy analyses ko kabe be ignore nahe karna chahey
  • Munda420

    Munda420

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    yes hamen fundamental analysis karna chahye is se ham kafi profit kama jate hain aor agar ham is mein tarde kar te hain to ham ko is mein market ko bar bar nahi dekhna chaiye is mein ham ko agar loss hora hain to ha ko is mein sabar se kam karna chaiye aur is main fundamental analysis se ki kamai hota hain
  • ab8989

    ab8989

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    Je han forex ma 2 kisam k analysis hoty hai fundamental or technical, technical analysis ka kio tor ni hota es ma broker market ko apni marzi sy ly jaty hai jes tarf unko faida hota hai, fundamental analysis ma ham acha entery point talash kar k market ma enter ho jaty hai jis sy ham achi earning ho sakti hai,
  • Deep

    Deep

    جونیئر ممبر

    Re: forex mai fundamental analysis

    G Han.thek khaa apny k forex main fundamental analysis ki bhot importance hoti hai q k isk beger hum koi bhi trade open nahi kar sakte ager beger analysis k Karen gen bhi to wo bhi bhot bara risk hoga.jabhi koshsih karen k hamesha analysis k bad he trade lagaen taa k apko ziada sy ziada faida ho.
  • loading_messages
    X