Control on emotions and sense

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control on emotions and sense
    Dear friends ma kafi Trders delhy hen jo forex ko bari achi tarah samajty hen lakin us ky bawajud wo forex trading ma fail ho jaty hen jis ke bari waja ye hy k un ka apny emotions and senses pa control nai hota jis ke waja sy wo ghalt trade open kar lety hen ya phir kisi open trade ko ghalt jaga pa close kar lety hen, lihaza hamen is cheez ka khayal rakhna chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Control on emotions and sense

    G dear aap ny bilkul thk kha hai hmy forex mn kamyabi hasil krny k liye sb sy zrori chez jo apnani prti hai wo apny emotions ko control mn rkh kr sbr k sath kaam krna hota hai hmy profit k wqt over confident nhi hona chaiye or na hi loss k wqt himmat harni chaiye bul k mehnat k 7 kaam krna chaiye taa k kamyabi hasil kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Control on emotions and sense

      ji han bhai ye bat tu hai kay ager es mai kam karna hai tu humain apnye emotion ko control karna parta hai kiyu kay es business mai kamyabi tab tak nhi mitye hai jub tak seried na hun
      • #4 Collapse

        Re: Control on emotions and sense

        G Haan dear ap ne thk kaha hamen forex trading pe Apna Kam emotional ho kr Ni krna chahye bal keh hamen mukamal tor par fresh mind se faisla kren r agr hum ne emotions men a kr trade kr de to hum ne jaldbazi men Jo trading ke hoge woh hamre lye big loss ka sabab ho skta Hai .islye hamen her Kam ko soch soch kr r knowledge ke base per krna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Control on emotions and sense

          AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki bat bilkul theek hy kh hmain apny juzbat ko control main rakhna ho ga q kh jis member ko loss hota hy wh bary emotional ho jaty hn or hmain juzbat main a ker koi trade open nh kerni chahiay yh loss hi dati hy hmain apny emotions or sense ko control main rakhna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Control on emotions and sense

            Ji Bhai apne bilkul sahi kaha hy banda chahe forex mai new ho yaa purana agr wo emotions PR control nhi rakh pata or jaldbazi mai bina soche samjhe trade krta hy tu phir lazmi baat hy k use loss hi hoga isi lye sb ko chahiye chahe new ho ya prana emotions or sense p qabu rakhe or soch smajh k trade kry takeh acha profit milleee
            • #7 Collapse

              Re: Control on emotions and sense

              yes deer aapki baat theek hai to main yah kahana chahta Hun ki Ham sab ko market mein trade open karte waqt apne emotion ko control karna chahie aur jaldbaji se bachana chahie lalach mein aakar kabhi bhi trade co open nahin karna chahie Jo log lalach mein kam karte hain vah bahut jyada nuksan uthate Hain to humne chahie ki sabse kam Karen cool minded hokar kam karenge itna sabse kam karenge utna achcha humko result milega kamyabi hi kamyabi milegi
              • #8 Collapse

                Re: Control on emotions and sense

                Baai g aap nay buhut ache Baath ke hay forex trading international online business hay is liay hamay is may buhut muhthath hokar kaam karna chahiay our is business may apnay emotions ko control may rakna hotha hay our har trade soch samajh kar lagane chahiay thab he hamay is business say faida hasil hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Control on emotions and sense

                  g han bilkul thk kaha ap ny trading krty hoay emotions pr control krna bhor zrori hy q k agr ap ko profit hota hy to lalich na krin balky sbar krin lalich mn a kr lot size kabi zeada na rakhin wrna ap nakam hngy money mangement ka khyal rkhin emotonal ho k lot size zeada na rkhin forex mn kamyabi sbar k sath hy hy..
                  • #10 Collapse

                    Re: Control on emotions and sense

                    G Han thek kaha apny k.Bhot sy log trading karte hue apni emotions par control nahi karte or confusion main trades open kar k ziada tention main aajate hain jaise he trade loss main jane lagti hai lekin aqalmandi isi main hoti hai k hum apny emotions par control karen or ziada better way main trading karen jis main beshak profit kam ho lekin loss ka ziada risk na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Control on emotions and sense

                      Apne emotions ko control mein rakhen aur forex market ko Jyada Se Jyada time de proper risk ko manage Karke trade Karen..
                      • #12 Collapse

                        Re: Control on emotions and sense

                        Hamai chaye ke issko trade kartay hui apnai emotion ko control Mai rakay agar ham emotion ko control Mai nahe rakaingay aur issko trade karaingay to hamai buhut zyada loss ho sakta hai kiun Kai emotion ke waja say ham aksar ghalat faisla kartay Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Control on emotions and sense

                          Ap bilkul thik baat kr raha hain galti hamesha acha khiladi sa hoti ha kio ka us ko apna ap par mukamal bharosa hota ha jos ki waja sa who galtiyo ko ignore krta jata ha our loss main jana lag jata ha our ak new member is baat ka khasosi khayal krta ha ka koi galti na ho jay kio ka us ka saht galti hone ka koi imkan nh hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Control on emotions and sense

                            Forex main agr ap trading krty hn aur kamayb BHI hOna cahhty hn tOu apkO ismain greed kO contrOl krna hoga iska mtlb emotions BHI ha jb ap apny emotions kO contrOl krty hO Tou ap k andr patience BHI paida hti ha aur ap phir mazeed mehnat krty hn aur kamyabi hasil krty hn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Control on emotions and sense

                              Assalam o Alaikum :)

                              meray bhai apnay bohot he payara topic uthaya hay

                              ham log Kai bar aisa hota hai ki trade kar rahe hote hain aur Ham emotional Ho Jaate Hain Jo ki ek acchi baat nahin hai

                              Hamen apni feelings aur apni emotions ko control Mein Rakhna chahie Jab Ham trade kar rahe ho, aur jo Kuchh kar rahe ho Hamen Soch Samajh Kar Har step Lena chahie.

                              Ek zara Si Galti Hamen bahut bada loss karwa sakti hai

                              BE patience Be Emotionalfree

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X