Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae
    is duniya main ap koi bhe agar bara kam karne lagte hain to is main apko start main nakami ka samna karana parta lakin ap yeh bat remind kar len ke nakami he kamaybe ka ishara hota hae apko pehle failure ka samna karna parta hae lakin phir bhe ap is main himmat nhe harte hain to ap is business main kamayb ho jate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

    Dear my friend ap ki bat sahi hya kay ager hum ko kamyabhi hasel karni hya to iss kya liya hum ko pahlya loss karna ho ga or iss kya bad hum ko kamyabhi hasel ho gi iss liya hum jo bhi kam kartya hya iss may hum pahlya loss kartya hya iss kay bad hum profit gain kartya hya
    • #3 Collapse

      Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

      g han bhai jan apke bat belkul thek hy man apke bat manta hun nakami he to asl kamyabi hy jo member kamyab bhota hy sab sy pahly wohe to nakami ko tkrata hy nakami ka smna karna parta hy jab nakami ka samna karta hy tab onhen bahot zeada sabak hasil hota hy jis ke wajaa sy nex achi kamyabi hasil karta hy
      • #4 Collapse

        Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

        Bilkul g. Agr hm start ma forex ma nakam b ho jatay hain to apni koshish jari rakhain q k insan nakami sa hi behtar honay ki seekhta ha aur nakami hi kamyabi ki pehli seerhi sabit hoti ha hmain nakami k asbaab ko daikhna chaiay aur himat aur mehnat sa unhain sahi kar k kamyabi hasil karni chaiay
        • #5 Collapse

          Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

          G dear aap ny bilkul thk kha hai hmy kamyabi hasil krny k liye buht ziada mushkilat ka samna krna prta hai tb jaa kr hmy achi kamyabi milti hai agr hm koi kaam start krty hen or hmy har baar faida hi jo to ic ka mtlb hm us kaam mn risk lena nhi janty hmy apny kaam ko risk ly kr krna chaiye qn k nakami k baad hi asal kamyabi milti hai
          • #6 Collapse

            Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

            G han dear friend aap bilkul theek kah rahe hain na kami hi trading mein kamyabi ka car Nissan Hai kyunki jab Na kami aur loss hota hai use Waqt apni mistake ko control karke log ko recover Kiya jata hai aur koshish karke profit aasan Kiya jata hai.....
            • #7 Collapse

              Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

              Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein loss ane par pareshaan nahi hona chahiye balke himmat our mehnat k sath forex main work karna chahiye our forex main profit k sath loss bhi hota hai to is liye forex main hamein loss se learn karna chahiye jis k bad hi hum kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                G brother thk kaha ap na forex mi nakami asal mi kamyabi ki nishani ha dunya mi jitny kamyab insan bi guzry hain unho na phli hi bar kamyabi hasil ni ki blky unhe bar bar nakami ka samna krna para lakin unho na hiamat ni haari kaam krna jari rakha akhir ik din kamyab ho gy forex mi bi koi trader isi trah kamyab ni hta phli bar osy nakamyo k ik silsaly sa guzarna parta ha phr kamayabi milti ha hami bi nakamyo sa mayos ni hna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                  Dear friends nikammi kamyabi ki pahli sidhi hoti hai hr har kamyab insan jisne bhi Koi karobar Kiya hai vah ek dafa apni jindagi mein nakam zaror hua hai usne na kami ka samna Kiya hai but iska matlab yah nahin ki Ham kam karna Hi chhod de forex trading main bhi agar aapko ek dafa nikammi hoti hai to iska matlab yah nahin ki aap forex trading karna chhod de mehnat aur koshish se aap ismein kamyabi hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                    g han bhai jan ager koi bnda ki mor per nakam bhi ho jata hai to usko loss ki wjha sy apna bussiness chor nh dena chye bal k us ko chye k wo apna bussiness kamayb bany kaily din rat mhnat kry aor nex ti apn apko improve ker k acah treeqy sy bussiness kery.ager wo nakami sy sabq seehky ga to zroor wo kamayb ho sakta hai.is liiye hamen chye k ham lazmi tor per apnay kam men expert bany kaily chye k ham phly us ko serious lej aor mhant kerty rahen to ham us men zroor kam yab ho sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                      Nakami r kamyabi hmri apni mehnat r struggle py depend krti hy hm jitni mehnat krty hn utna hi hmra trading skill improve hota hy r hm achi trading kr skty hn is liy nakmi sy dill chota na kry r mehnat py zeada sy zeada time lgay seekhy r phr trading kry Allah hmy kamyab kry ga InshAllah
                      • #12 Collapse

                        Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                        Dear friend apni machine ko continue Rakhna chahie Jo mistake hoti hai use per learning Karen sikhana chahie Aista aista hei knowledge banta hai. .
                        • #13 Collapse

                          Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                          Asalamu Alaikum to all forex friends have a nice morning. Har kamiyab insan ka past or us ki hirotry dehky to un k pechy ek bht bari nakamiyabi chupi hoti hain or phr wo he un ki kamiyabi ki waja banti hain is liay humay bhi apnay loss say ghabarana nahi chaye usy face kar k sehkna chaye .
                          • #14 Collapse

                            Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                            G dost kisi bhi business me start me loss zaroor hota ha apko nakaami zaroor hogy kamiyab se kamiyab logo ko bhi pehle nakaami milty ha lekin agar ap loss ka samna himta ke sath karo ge loss se learn karo ge to apko nakaami ke baad kamiyabi bhi zaroor mile gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nakami he asal main kamaybe ke nishani hae

                              nakami k bad hume kamyabhi milti hai liken us saroorat main milti hai jab hum is main mehnat karty hain aur apni nakami se sabaq hasil karty hain is se hum apni mistakes ko find kar laity hain aur hum apni mistakes ko repeat nahi karty hain aur achy se kam akr k hum is main kamyab hoty hain aur bahoot achi earning karty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X