Knowledge ka limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge ka limit
    Sar Agar Ham kam Karte Hain To Ham knowledge Hasil karte hain knowledge Hasil karne ka koi limit Nahin hota hai Jitna zyada knowledge hoga vah to na hi Hamare liye Achcha Hoga aap apni Salah den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge ka limit

    Bilkul friend forex ma taraki k liay ziada sa ziada knowledge gain kia jae isi tarah hm is ki tricks aur techniques sa wakif ho sajtay hain. Knowledge ki koi limit aur end nhi, Hmain apnay knowledge ko increase kartay rehna chaiay ta k hm situation aur time k mutabik trade kar sakain
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge ka limit

      dear mebers forex men knowledge hasil kerny ki koi bhi limit nh hai is liiye hamen chye k ham apna knowledge hasil kerty rahen ager ham forex ka knowledge hasil kerty rahen gy to zroor ham is men kamayb hoty rahen gy.knowledge ki koi bhi limit nh hoti jitna bhi forex men ham knowledge hasil kren gy to hamry liiyre y e knowledge bhot kam ho ga. isliye ham jitnais men gussty jain gy to hamen utrna he zyda fida ho ga.hamen chye k ham zroor apna knowledge hasil kren aor zroor is men kamayb hoon gy.
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge ka limit

        G han dost ap kha rahy han lakin main ap sa khana cahta hubka forex main knowledge ki kohi limit nai ha is lia hum bhi orr ap ko bhi cahia ka knowledge ziada sa ziada hasil Karin jitna ziada knowledge ho gha utna acha ap profit hasil Karin ga is lia khana ka matlub ya ta ka knowledge ki kohi limit nai
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge ka limit

          My dear friend forex trading ek samandar hay our is may aap ko har roz kuch na kuch Naya seeknay ko miltha hay is liay hamay is business may jithna be ziada knowledge hasil ho jaaye wo kam hotha hay kionka ye market ase hay jis may buhut ziada unexpected moves hothay hay jis say aap ko buhut kuch seekna hotha hay is liay forex trading may knowledge ke koi limit nahee hay
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge ka limit

            knowledge ki koi limit nahi hai knowledge Jitna Bhi Hasil kar liya Jaaye utna Hi Kam Hai Hamen Apna Kam Karte Rahana chahie aur sath sath knowledge bhi increase Karte Rahana chahie
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge ka limit

              Knowledge kaa koi limit nehi hota knowledge aap jitni chahy haasil kar sktay aur ek kamyaab trader kabhi apni learning stop nehi kartaa humesha kuch naa kuch learn karnay ki justajoo main rehtaa hai jitni learning hogi utnaa he achaa profit hota hai apni knowledge ko increase krty rehnaa chahiye
               
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge ka limit

                Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main achi kamyab our achi earning hasil karne k liye hamein ziyada se ziyuada knowledge ki zarorat hai our business main knowledge ki koi limit nahi hai forex main jitna acha hamare pas knowledge ho ga hum utna acha forex main work kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge ka limit

                  G han bhai jan ap ny thk mozo py bat ki hy log aksar smjh baithty hn k agr unhon ny kuch wqt tk forex mn kam kr lia hy to shayad wo yahan k expert ho gae hn lakin aisa bilkul bhi nhi hy forex mn hr wqt koi na koi update ati rahti hy jis k chalty aisa koi bhi nhi kah skta k ab wo sb kuch janta hy us ko chahiy k wo mhnt krta rahy r ilm sekhta rahy forex k bary mn is sy wo mazbot ho jaey ga na k expert
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge ka limit

                    Forex mn knowledge ki r learning ki koi limit ni hy q ky y market buht bari market hy is mn currencies of different countries dependent hoti unki economic halat py is liy jb kisi country ky economic halat achy ya bury hoty hn market pr iska impact hota is liy hmy her trha ky knowledge sy update rehma hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge ka limit

                      Asalamu Alaikum to all forx friends how are you to all . Knowledge ki koe limit nahi hoti hain knowledge jitni hasil karky gy utna acha hain . Forex trading main bhi isnk according knowledge hasil karty rahna chaye knowledge is power of success business need knowledge and experience not education
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge ka limit

                        dear friends ap sub khariyat sa hun ga forex ma knowledge ki koi limit nhe hay or hamin chay k hum forex sa bahot kch seekhain or apna knowledge increase kerain or hum is sa kafi faida hasil ker seky ga or hum sub zaroor kamyab hun ga or hmain hardwork kerna chaye or hum dail base per jitna bh kam kera voh kam hamara acha ho or sub ko paseend ay shukriaa
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge ka limit

                          mere pyare Bhai jaan main aapko yah batana chahta Hoon ke Pakistan Forex form per naraj ki koi limit nahin hai Jo jitna jyada practis karke knowledge Hassan karega vah usi ko hi fayda dega RO achcha business kar sakega achcha properly sakega to hamen chahie ki jyada se jyada mehnat Karen Forex form per aakar Delhi ka kaam Delhi karenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge ka limit

                            knowledge hasil karte rehna chaiye jitnas zayada knowledge hasil karen ge utna hi faida mand hoga jitni zayada jankari hogi kam kam me utna hi zayada faida hasil kar saken ge or han knowldger hasil karne ki koi limit nahi hoti knowlde jitna zayada hoga ap dusron ko ko sikha saken ge or kuhd bhi faida haasil kar saken ge to hamen chaiye ke jo kam ham kar rehe ho us bare main hamne apne senior salah lete rehna chaiye thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge ka limit

                              yes knowledge ka koi limit nhi hota hain knowledge unlimited hota hain hamne is main mehnat karna cahhye aur uis main aik acha knowledge hasil karna cahhhye aur is msin hamre pass knowledge ai to aham is main kamyab ho kar aur ziada knowledge hasil kar sakte hain aur is msin demo bhi zaroori hota hain trading kee knowledge kee liye aur knowledge increasing ho skata hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X