learning zyada zarori ha yah earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    dono alag alag chezyn hen ,, humen in dono ko mix ni krna chayay ,, ap learn kiay baghar earn ni kr skty so learning boht zarori hai ...tradimg shuru krny se phely humen forex ko achi trhan sekhna chayay tb he hum kamyab ho skty hen ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      bhai ye donu chezain hi zruri hy q k agr hum learn nai karain gay samjy gy nai isy tu hum earn nai kr sakty is liay zyda se zyada earn krny k liay is ko learn krna or samajna zruri hy
      • #228 Collapse

        bohat acha sawal hai bhai donu apni apni jaga bohat zarori hain kiun ke sab se pehle is busniss main learning ki zarorat hoti hai bager learn kiye ap koi trading nai karsakte aur na hi earn karsakte ho iskiye is kam ko start karne ke liye sab se pehle seekhna chaye take hum loss main na jeye aur zaida se zaida earning ki jaye sahe tareke se
        • #229 Collapse

          jub tak ap ko forex ki jan kari nahi hai ap tab tak earning ka soche bhi nahi jub app ko ye pata nahi hai k forex main trading kaise karty hai tou ap kaise earn kar sakty hai pehly ap forex main learning sekhe phr ap earn ka soche
          • #230 Collapse

            I think learning is most important in forex. Without a good business skill of Forex it's so hard to gain profit. So I want to say learn forex first.
            • #231 Collapse

              bhai meri nzr mai is bussiness mai learning ziada zrori hai.q k forex mai jitni learning hogi otni hi earning hogi.everything depend up on ur learning
              • #232 Collapse

                my dear friend insan ko agr learning ka koe interest nahe ho ga to wo kisi bhi kam main sahe tarika say kam nahe kar paya gay aur koe bhi business nahe kar paya gay to earning to ho ge nahe . learning kay baghar earning nahe hoti hay janab
                   
                • #233 Collapse

                  janab earning k lie learning zaroori h kiu
                  k agar ap ko kisi cheez ke bare ma malumat nahi hogi to
                  ap loss karien ge iss lie m samajta hu k koi kam shuru karne se pehle uss
                  k bare m maloomat honi chahiey
                   
                  • #234 Collapse

                    learning with earning is very difficult task
                    and earning without learning is also difficult
                     
                    • #235 Collapse

                      Dear earning to zarori hay lay kin earning kay liya aap ko learning ki zarorat hoti hay agar aap ko market ki jankari nahi hoti to phir aap market may kay say earn kar tay ho.
                      • #236 Collapse

                        Forex main ane k lie aur daily earning k lie learning zruri he aur jo daily ki earning krna chahta he usko pehle learning karni hogi Takke hum forex se daily earning kar Sakain
                        • #237 Collapse

                          yar mai to forex mai earning par ziyada concentrate kar rha ho or muje ye b pata hai kai mai galt kar rha ho ku kai forex ko agr ham learn kar kai kary gai to earning ziyada ho gi or loss kai chances b kam ho gai iss liye forex ko karny sai phly iss kai baray mai learn zaroor kar lena chahye.
                          :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
                          • #238 Collapse

                            Mera khial sy learning zyada zarory hain kun k y jab wo achi tara learning kar lu ga to us ko faida ho ga aur wo loss bhi nhi kar sakta ku k wo achi tara sikh gaya ho ga.
                             
                            • #239 Collapse

                              meru khial sy learning zyada zarory hota hai earning sy ku k jab wo learning sahi kar ly ga to wo earning bhi achi karny lagy ga aur usay loss bhi nhi ho ga.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                starting me ap 1 pair se trading start karen ku k ap ne agar sare pairs 1 sath hi use karna start kar die tou apke liye bohat hi masla ho jaega or apko trading samajh nahi aegi isi liye pehle basic pair se trading karen then next pairs pe jae.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X