Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.
    Dear fellows and senior members trading ka ask time table banain oor her time banain oor her time tradinng na kerain gee dear brother aap ky liay zaroori hay ky fore main kaam kerny ky liay knowledge oor expriences hasail kerain oor kamyabi hasail kerain lykeen her time tradinng kerna theek nai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men time ki adjustment karen kiun k kuch log ziyada profit ka lalach kartay hen aur din rat trading kartay hen jiss ki waja se unn ki health kharab ho jati hey iss liay koshish karen k 24 hours men se sirf 8 hours trading karen ta k rest aur neend bhi poori ho jay aur achi trading bhi ki ja sakay
    • #3 Collapse

      Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

      G bilkul mine ap ki baat se itefaq karta hoon ager ap taime table aur planing se kam laty h8ne to ap bhut agay tak jaine gay...is liy ap ko forex work mine taime table se kam lena chahy...
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

        dear bro men apko aik bat bta don trading lkaily aik time nh baya ja sakta hai.kun k lazmi nh k jab ap markete ko analysuis kren to apko trade mill jaye aisa nh hai.bal k hamen chye k ham trade ko find kerny kaily hamen chye k ham markete ko watch kerty rahen aor jab bhi hamen achi trade milly to hamen tab trde leni chye.istrah ham is men ham kamyab ho sakty hain.aor is k illawa ager ham aik foiex time bna kertrade men gussen gy to zroo ham us men nakam ho sakty hain ya hamri trade loss men ja sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

          Bhai jab market ka movement ka koi time table nehi hota tou ham trading ky liay kesy time table bana sakty hain hamain kisi time table ko follow nehi kerna chahiay balky hamain sirf market ko continue observe kerty rehna chahiay ky jab hamain trading ka acha chance mily tou usi time trade open ker ky kuch profit hasil ker lain time table per trade ham kabhi bhi profitable nehi ker sakty
          • #6 Collapse

            Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

            dear friend aap bilkul theek hai trading ka ek time table hona chahie uske mutabik Teri karni chahie aur daily apne target banakar target achieve karne per dobara trading nahin karni chahie dobara posting karna chahie jis per bonus chhabile......
            • #7 Collapse

              Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

              Bilkul baja farmaya apnay,

              Trading k liay aik khaas time nikalain, her waqat trading k baray mein na sochain, is say hoga ye k apka mind fresh rahay ga or ao zayada tension nahi lain gay,
              Is liay lalacha na krain
              Rozz ka kaam rozz karain
              24 Hours mein say aik makhsus time rakbain jiss mein chill tareekay say ap trading kar sakain
              Time table k sath sath planning bhi karain kab kia karna hay?

              JazakAllah
              • #8 Collapse

                Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

                Ji Haan biLkul FoRex Main Kaam KaRnay k liye HumEn aik Time table Banaana Chaahiye or us k mutaabiq Hi FoRex Main Kaam KaRnaa Chaahiye q k Jab Tak Hum Time table k Mutaabiq Kaam Nahi KaRen Gy Rab Tak Hum FoRex main naa hi kaamyaab Ho saktay Hain Or Naa hi PoSting Limit Ko Poora KaR Saktay Hai....
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

                  Yes aik time bna Len jub farigh hon to trading kiy kren aur aisa bhi KR skte Hain keh kuch der baad check KR liya kren jub bhi free hon agr chance mil Raha ho to trade KR li wrna hr time lgaye rkhne se koi faida nahi I think
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

                    yes trading aur posting ke liye time table banna chhaye har waqat trading karna sahi nhi hota hain aor ham ko is main time table k mutabiq hoi is main kam karna chahye aor is main ham ko mehnat bhi karna chahye toime table se kam karna faide mand hota hain aor is mein ham ko apna daily ko time table par hi kam karna chahye aor ham ko is main kamyabi muil skata hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

                      Respected members market ko Jyada Se Jyada time Dena chahie market Kisi bhi waqt Achcha moment kar sakti hai proper plan bnao kar market ko time de..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ka aak time table banain oor her time tradinng na kerain.

                        forex trdaing main time table bana kar kam karny se hmain zyda faida hota hai es liye aghr hum trdaing karna chahty hain or achaprofit eran krna chahty hain tu hmain time table bna kar kam krna chahye jitna hum planing kar k kam karty hain tu hmain acha proft gain kar skty hain loss k chances bhi tab he kam hoty hain ayse pallning k tehat kam karen success ful trdaing kar skty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X