forex mai analysis ko ahmeyat dy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai analysis ko ahmeyat dy
    forex mai agar hum pasia invest karna chatey hain to hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex mai analysis ke 3 typess hain hamy inhy kabe be ignore nahi karna chhaey forex aik international business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

    G han yeah baat bilkul tehk hy k ham ko Pakistan forex forum main market ko analysis karna ho ga ager kamyab trader bana hey to kio k analysis k bager ham Pakistan forex main kabhi bhi kamyab trader nahi ban saktay yeah Pakistan forex forum main analysis ki ehmiyat hey.
    • #3 Collapse

      Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

      g bhai ap. nay sahi kaha forex men hamen analysis ko bahut ahemiat deni chahye kion k hamary profit ka sara daromadar sirf aur sirf analysis py hi hota hai agr ham say aik. bhe ghalti hoti hai to hamen loss hota hai
      • #4 Collapse

        Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

        g han daer main ap ki bat say agree kerta houn kay ham ko chiey k ham forex ko jab use krain khass tour per us waqt jiss time ham trade laga rhay hotay hain tu ham ko anlayss ka zaiada say zaida khiyal rakhna chiy
        • #5 Collapse

          Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

          Gee aap nay achi trading kay baray may baat key ha forex trading may trading ko manafa buksh banany walay traders hamesha analysis kar kay trend ko dekh ka trade lagatay hain analysis key trading may bohat zaiyada ahmiat ha jis trade loss say bach kar profit earn ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

            forex business mein hamare liye acche analysis ki bahut jyada admit hai jab tak Ham market ke analysis nahin karte tab tak Ham market ke current ko acche se nahin samajh paate isliye hamen chahie ki Ham Hamesha analysis karne ke bad hi koi trade open Karen
            • #7 Collapse

              Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

              Forex mmain analysis ko ahmiyat deni chahye q k hm analysis k elawa trading main kamyab ni hoty hm ko chahye k hm hamesha forex main achi learning k sath trading krain, acha knowledge aor experience hasil krain aor us k bad trading start krain. Jo log analysis k baghair trading krty hain wo kabhe bhe kamyab ni hota.
              • #8 Collapse

                Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

                assalamu alaikum bhai jaan kya hal hai ummid karta hun ki aap sab theek honge to Bhai jaan main yah kahana chahta hun k Forex mein jitna bhi market ko analyses karke kam karenge utna hi hamare liye achcha sabit hoga to hamen chahie ke pahle market ko acchi tarah analysis Karen Deccan market aap ja rahe hai yaden to uske bad soch samajhkar acche tarike se dekar fresh mind hokar FIR trade open karne chahie
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

                  je bilkul asa hi ha humy hmsha forex analyis ko ahmiyat dani chaiya humy behtreen option ya ha ky hum trading krny sa phly trading planning or trading analysis kryn is waja sa hum ak behtreen post krskty han or ak behtreen result hasil krskty han
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

                    Pin generate Nahin Hoti Ham Kuchh Bhi Nahin a se kam kar sakte Hamen just vate karna hota hai aur apni recovery per Jyada tobacco De Na Hoti Hai Forex ke kam ke sath sath Hamen Jyada tavajjo posting patani chahie Agar Ham Log Yahan per posting ko stop kar dete Hain To Hamen next month acche wala bonus Nahin Milega To Agar mere paas bonus Nahin Achcha Hoga Ham Yahan
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

                      forex mn analysis ki bhot zeada ahmiat hy q k analysis k bghar hm trade open nhi kr skty knowledge hoga to hm trade open krin gy analysis krin gy sport aur redistance ko dakhin gy candles ko talash krin gy technical analysis k bad hm news ko dakhin gy news ko dakhna bhot zrori hy phr ja kr hm trading krin gy..
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

                        Forex mn jub hm trade open krty hn to wo hmry analyses py depend krti hy ky kitny achy analyses hn hmry kabhi market technical py move krti hy r kbhi fundamental py is liy hmy dono trha ky analyses krny chahy kamyabi ky liy ak achi trade ky liy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mai analysis ko ahmeyat dy

                          Sir jab bi treading start kar nay lagane to market ko lazmi analysis kar lane quen Kay agar aap market may tread open kar tay ho jo Kay analysis Kay bagayr ho to WO luck par hoti hay Jo Kay loss ka sabab banti hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X