Humain forex par kaam krny k ley kitni information need hti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    app ko forex par kam karnee k lia kuch zayda information required nai hai app k pas forex ka kuch basic knolwedge ho tou app aram se forex ko kar saktee hain and earning ke jasaktee hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear forex mai ap k liye jitni b information ho wo kam hy ap es mai kam kar k boht ahca earn kar skte ho es liye ap ko daikh k aur smjh k kam karna chahiye ta k ap ko acha faida ho aur ap acha earn kar k apnii life ko enjoy kar skao,,,
      • #48 Collapse

        Han g humien is k bary me information hona zarori hey agar hum is mutaliq knowledge rakhen gy to asani peda hogi or ik achi earning kar saken gy or loss k chances bhi kam hungy
        • #49 Collapse

          my dear brother koi qaid nhe hoti jitni ziada info hogi itni ziada hum behtar tareeqy se kaam kar sky gay so humain seekhty rehny chahiay jitni ziada ho skty kabhi apni ilm k pyaly ko bhara hua mat rakho k aur ilm is me sama na sky kia
          • #50 Collapse

            g dear apne sawal to bhot he acha kia hai per mai yaha per yahe kehna chahu ga k forex per humay jitni learning mele wo kum he hai yaha per apko ziyad say ziyada learning karni chaiye
            • #51 Collapse

              forex per kam kerny k lie maximum information required hoti hen , jb tk apko forex ka ful knowledge hasil na ho jay apko trading nai start kerni chahie.
              • #52 Collapse

                Yes my dear friends you are rigth me ap ki bt se mutfiq hun or i think mere khyal me to forex trading main kam karny ky lye bohat zayda information ki zroorat hoti hai kun ky ham forex trading business us wakat hi kamyab hon ga jab ham forex trading ky bary main full knowledge or iformation rakhty hon ga .
                • #53 Collapse

                  Forex trading ko karnaykayleya or is main successful honaykayleya hamain or is main apna profit bananaykayleya hamain trading market ka kowledge or trading ka knowledge hona zarori ha .
                  • #54 Collapse

                    yar ham jitni information gain kar ke kam karen ge utna hi hame faeda ho ga kun ke is se hi hame profit milta hai or is se hi hame faeda hota hai
                    • #55 Collapse

                      Ayan bhaei hum es karobar min jab kaam karna start karte hin to humari malomat aksar es karobar min kam hoti he aur hum apni kam malomat ki wajah se loss bhi kar jate hin es lei humin to apnee malomat aur knwoledge ko barhane ki zarorat parti he. Humari malomat humin es karobar min kamyabi deilati he es lei hum jeitni bari kamyabi chahte hin hum utni bari learning karni chahye.
                      • #56 Collapse

                        bhai forex per humay jitni information li jaye wo kum hai kiu k mai forex mai new member he hu maine haal he mai forex join kia hai is waja say mje is bare mai itna ilam nhe hai mai yaha per to daily basis per learning he kar raha hu mai samjta hu forex per trading karna humare liye itna asan nhe hota hai
                        • #57 Collapse

                          hum ko forex trade per kam karne ka laye bohat si information chayea agar hum ko forex ka acha knowledge ho ga to he hum forex ko samaj paye gaya bina knolwedge ka hum forex trade main loos main ja sakte hain is laye hum ko forex main acha knowledge he ho to best hain
                          • #58 Collapse

                            i think achi info aur knowledge hna chayie aur agr aap aik kamiyab trader banna chatay hay tu aap ko chayei kay forex ko learn karay because without learning profit made karna difficult hota hay mein forex say daily good money made kar sakta hon because forex aik lifetime business hay aur worldwide business hay is mein unlimited money made kar saktay ahy .
                            • #59 Collapse

                              hama forex pa kam karna k ly zyda informintion chay k market kb sell ma jayge or kb buy ma or kitna jay ge or moving avarge ke informtion ho na be zarori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                hamain forex par kam karna k lia zeda sa zeda information chaye hoti ha jitna zeda information ho gi hum log utni hi asani k sath kam kar sakte hian. is lia zeda sa zeda mhnat or information hasle karain tab hi hum success ho sakte hian otherwise forex ma hum loss b kar sakte hain. hamain forex par kam karna k lia zeda information ki zarorat hoti ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X