mahnat may kya rakahya@@@@@@@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnat may kya rakahya@@@@@@@
    Dear my friend mahnat may sub kuch rakha hya iss may hum bohat zada kamyabhi hasel kar saktya hya hum mahnat karya ga to hum kamyabhi hasel kar saktya hya or mahnat may barkat hya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

    mery bhai jo log mehnat ki qadar ni janty wo log kabhe agy ni barh sakty hain jo qaomen mehnat krti hain wahi tarki krti hain agr ham kisi bhe kam men mehnay kren gay to ham kamyab zaroor hn gay
    • #3 Collapse

      Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

      Mehnat nine he sab kuch hai is liy kha jata hai k mehnaat mine azmat hai mennat ksrty jaine aur agy brty jine bhut kuch hasil Kar lo gay ap yahan se...no daout..
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

        Dear brother mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey aur agar forex trading men kamyabi chahtay hen tu phir mehnat bahut zaroori hey kiun k agar acha knowledge aur experience hasil karen aur mehnat nah karen tu iss knowledge aur experience ka koi faida nhi hota iss liay ziyada mehnat karen gey tu ziyada earning hasil ho gi
        • #5 Collapse

          Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

          G Han y baat bilkuk theak hy ke hmean chye ke hm mhnent kerty rahain q ke mhnent mein azmat hy je han Jo mhnent kerty hain WO hamesha kamyab hoty hy hmean chye hm itnii mhnent kerin or apna or apny khandan ka nam rosion kerin
          • #6 Collapse

            Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

            g han bhai jaan apki bat to bilkul thk hy keh hamin forex forum per ziada sey ziada mhnat kerni chahiy mhnat sey kamiyabi hamesha aur zaro milti hy jub keh muqader sey bhi kamiyabi mill sakti hy jin logio ki kismat unka sath nhi deti hy unko chahiy keh wo mhnat ka sath dey ker apni kismat achi bnain .
            • #7 Collapse

              Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

              Aoa dear friends g ha mhant main bhot koch rkha hain ham mhanat say apni ziandgi kom sawar sakty hain agr ham mahant nha kry gay to kbhi bh kamiyabi k atrf nh jay gay q kay kamiyabi sirf mhant say milti hain agar ham mhant say kam nh kary gay to ham kamiyab k traf nh ja saky gay or kamiyabi sirf ma or bap k duo say milti hain agar ma or bap dono k duay sath ho gi to ham har mushkil kam ko bh asan kar sktyh hain
              • #8 Collapse

                Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

                G han yeah baat bilkul tehk hy k mahnat ne kia rakha hey mahnat main sabkosh hey kio k kise bhi kam main ham mahnat k bager kabhi bhi kamyab nahi ho sakte. Ager ham ko kamyabi hasil karni hey to ham ko chahiye k ham Pakistan forex main mahnat karin.
                • #9 Collapse

                  Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

                  my dear friend menat wo dunia ki sab sy azeem shaye h jis sy ham koi bhi cheeze namumkin ko bhi mumkin bna lety hn aur pher us mn kamayb hoker dekhaty hn so ham ager mehnat nhe karty to chaye ham jitna hbi koi asaan kam karty hn to ham is mn kamuab nhe hoskaty so hamein her jaga per mehnat sy kam karna chaye aur pher is mn kmayab hona chaye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: mahnat may kya rakahya@@@@@@@

                    ASSALAM O ALAIKUM,may you all have a good day ahead.

                    Agar apko pagta hay k mehnat mein kuch nahi rakha to ap ki directiin ghalat ja rhi
                    '' Baishak mehnat insaan karta hay or rewar Allah pak daitay hein''
                    To mera khyal h k ye kehna k mehnt mein kuch nahi rakha to ye aik ghalt concept hay.
                    Mehnat kiay baghair insaan khana bhi nahi kha sakta, ye to phir trading hay.
                    Mein ap sub logon ko mashwara yhi dunga k ap log zayada say zayada mehnt krain, seekhain or practice krain.
                    Ye mehnat InshaAllah ap sub k kaam aaygi
                    JazakAllah

                    :2665::2665: Thanks for reading this. :2665::2665:

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X