Forex trading main patience kitna zrori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main patience kitna zrori hai
    Assalam alaikum bhai patience ak aise chez hai jis ka bagair ham koi bhe business nea kr sakta han kiun ka patience sa ham apna business ko kamyab bnata han aur forex trading jaisa business main patience aur bhe zrori hai kiun ka us main agr ham jald bazi kran ga tu ham ko lose he ho ga ham agr lose sa bachna chahta han tu phr ham ko chaya ka ham patience ka sath trading kran agr ham mahnat aur patience ka sath kam kran ga tu ham bahut taraqi kran ga aur forex sa bahut sara profit bhe kama lan ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

    bahut acha sawal kia ap nay bhai forex trading men hamen sabar ki bahut zaroorat hoti hai taky agr hamen loss ho jaye to hamen dill har kr trading ni chorni chahye sabar say kam lay k next time ka wait krna chahye
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

      G han bhai jan ap ny aik acha swal kia hy mn ap k swal ki respect krty hoey kahna chahon gi k forex mn hm ko hr qadam phoonk phoonk k rakhna ho ga r trading mn bhi hmko sabar sy kam laina chahiy takah hmko bhi loss sy samna na krn is k liy zrori hy k hm mind ko relaxe kr k sabr sy plan kr r trading krn
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

        yes forex main practice zaroori hota hain aor mein to is mein demo account hi use kar ta hon qk mere pass experience uar knowledge nahin hai mujhe experience aur knowledge ki zaraorat hai mein is mein demo ko acha bhala time deta hain aur mere pass trade kar na ka kuch na kuch experience hota jara hain but mein to is mein demo hi use karo aur practice hoa rahe gaa
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

          Forex trading main patience bht zaruri hai agar trading my humy loss ho jain to humy himet ni harni chaiye balky patience sy km lena chaiye Q k patience ka phaal hamisha meetha hota hai Aur Sabr krny wala he kmyab hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

            G Han y baat bilkuk theak hy ke Pakistan forex ke business mein hmean trading ke boht zayada practice kernii chye is se hmean trading kerny mein koi difficult nhe hi ge or hmean chye ke hm Pakistan forex ke business mein aik demoo account hota hy os per trading ke practice ke jati hy
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

              Walaikum Asalam. Forex m patient bht zayda important rule play karta hain mostly new members or beginners jtrade karni ki jald bazi m middle say he trade lay layty hain sahi say proper analysis bhi nahi karty peak level or entry level banay ka bhi wait nahi phr un ko bar bar loss face karna parta hain .
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                forex trading ma patience boht zarori ha kyun ke loss to trading ka hisa ha or humesha sabar kerne wale hi kamyab trading ker sakte hen loss ko le ker preshan nhi hona chahye bulke sabar or himat se kaam len taake ap kamyab trader bun saken
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                  Forex main patience ka important role hai... is mein patients k bina success hasil karna na mumkin hai... patient k aur hardworking se hi ap buhat jaldi success hasil kar sakty ho... forex mein successful hone k liye yeh dono element buhat zaroori hai... forex mein sabar se kaam lena chaiye...
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                    forex mein patience to bht hi ziada zarori hy hamin chahiy keh ham forex mein jab bhi trading krein apney emotions ko control krein kue keh agr apko loss hua hy to uss mein jo mistake hui hy ya jo bhi kami reh gai hy uss o door krein apni mistake ko repeat na krein saber ka muzahira krein phr ap loss ko easily recover ker sakty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                      Friends forex trading may patience ese ha jese zinda rehnay k liyay food. Agar forex trading may hamaray pass patience jesi quality nahi to hum forex may successful nahi ho sakty. Aik acha trader hamesha patience say kaam leta ha or difficult situations ko b patience say face krta ha or right time anay pr sahi say decision making krta or profit earn krta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                        forex business mein agar aap success hasil karna chahte hain to uske liye bahut jyada jaruri hai ki aap ke andar patients on kyunki jab tak aapke andar hai patients nahin honge tab tak aap is business nahin kabhi Bhi successful trader nahin Ban payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Gps401 پيغام ديکھيے
                          Assalam alaikum bhai patience ak aise chez hai jis ka bagair ham koi bhe business nea kr sakta han kiun ka patience sa ham apna business ko kamyab bnata han aur forex trading jaisa business main patience aur bhe zrori hai kiun ka us main agr ham jald bazi kran ga tu ham ko lose he ho ga ham agr lose sa bachna chahta han tu phr ham ko chaya ka ham patience ka sath trading kran agr ham mahnat aur patience ka sath kam kran ga tu ham bahut taraqi kran ga aur forex sa bahut sara profit bhe kama lan ga
                          Acchi driving karne ke liye patients wala bahut jyada important hai agar aap ke sath Kam Nahin Karte Hain To aapke trading acche Nahin Hoti aur aapko launch hone ke chances bahut jyada Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                            ASSALAM O ALAIKUM,may you all have a good day ahead.

                            [9:16 PM, 10/19/2019] Abdul Wahab: Mashuur Qoul h k sabar ka phal meetha hota hay. Patience say forex mein kaam karnay say loss ka darr kam hojata hay, jab aap trade patience say karain gay to InshaAllah Aap acha profit kamaien gay, patience k time per apka mind fresh hota hay ap achay or burray k baray mein bakhubi jan rhay hotay or baad mein afsos or pachtaway karnay say bach jatay hein

                            Thanks for reading this :)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main patience kitna zrori hai

                              is ma patience bhot hi zarori ha ham log is ma agarmehnaat nahi kara gay uar i ma ham logkojab lss ho jay ga toham log is ma kmaayba nahiho skaha gya is liya ham logo ko is ma agara loss bi hho jay to ham logo ko is ma sabar sa kam lana chhaye aur is ma ham logo ko patience nahi ho ga to ham log is ma kabhi bi kamayab nahi ho skahta han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X