Agr new trader ko kamyab or apna account save rakhna hy to trade lot size small rakhe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agr new trader ko kamyab or apna account save rakhna hy to trade lot size small r

    g haan bilkuul lot size kam rakhnay kay bahut zayada faiday hain humain ka hi bhi zayada lot size nahin rakhna chahyea balkay humain tou koshish kerni chahyea kay forex mein mehnat sae kaam kerain aur apni trades aur balance ka soch ker kaam kerain humari mehnat hi humain forex mein kamyabi dila sakti is liye lot size hamesha se hi smal hona chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agr new trader ko kamyab or apna account save rakhna hy to trade lot size small r

      Ek new trader Ko Main To Yahi Mashwara Dena Chahunga keva Jab Bhi trade Karen two small lot size share Karen Kyunki small lot size ke bahut Sare fayde Hain Ek to yah hai hai ki aap ko loss kam Hoga profit to kam hi hoga Magar loss bhi kam Hoga is aapka account safe Rahega aur ek acche trader Ki Yahi Nishani Hai Ki vah Hamesha Apne account koshish Rakhta hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Agr new trader ko kamyab or apna account save rakhna hy to trade lot size small r

        forex trading may trade karnay kay leay lot size ko samajna bohat zaroori hai agar koi new trader ha tu uss ko chaey kay initially trading may lot size ko small rakhna higa jis say nuksan be jam hoga or trading account be wash honay say bacha rahay ga

        اب آن لائن

        Working...
        X