confidence or over confidence in forex main

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: confidence or over confidence in forex main

    G han sir g aap belkul sahi keh rahay hn hamen har hall mn apna confidence bahal rakhna chihay or chahay hamen loss bhe ho jay hamen apnay confidence improve karna chihay or khod ko kabhi bhe itna over confidence ka shekar honay say bachain or kaam mn mehnat karen takeh aap kamyaab ho saken qn keh bohut say logon ke nakami forex mnover confidence honay ke wajha say hoti hy
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: confidence or over confidence in forex main

      G han forex me apko kabhi overconfidence nai hona chahye kui k overconfidence hona apko los ki traf ly jaye ga es lye apni had me reh kar trading karni chahye ap ek boht achy trader ho sakty aur ap acha profit bhi hasil kr rhy hon gy ap me acha confidence bhi hoga mgr apko khyal rakhna hoga k yahi bt apko overconfidence bna sakti hai.
      • #18 Collapse

        Re: confidence or over confidence in forex main

        ya baat bilkul theek ha kay forex trading may koi be itna over confidence nahi hona chaey kay uss ka experience uss ko har trade main profit hi dega khawa market values kitni hi extreme condition may hon iss tara kay over confidence ka result acha nahi milta iss leay forex trading may confidence tu achi quality ha magar over confidence say bacha jai
        • #19 Collapse

          Re: confidence or over confidence in forex main

          Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho Ham confidence hokar kam karna chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain Agar Ham aur over confidence Honge to Apna Kam Ho jaenge
          • #20 Collapse

            Re: confidence or over confidence in forex main

            Friends confident hona or over confident hona do seperate cheezein han. Aik trader jb over confident hota ha to wo bht saray ese decisions lay leta ha jin say us ko bht zada loss bear krna par sakta ha lekin aik confident trader hamesha esi decision making krta ha jis ke waja say loss nahi hota bl k wo kuch acha gain or achieve kr leta ha.
            • #21 Collapse

              Re: confidence or over confidence in forex main

              bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil hotee a to per hum ko lot of hard work karna hoga or ha ager hum ko forex sa achi earning hote ha to per hum ko lto of learning be karni hoge es leya lot of learning ka sath sath lot of earning start kardo ................
              • #22 Collapse

                Re: confidence or over confidence in forex main

                trading krtty wkt hmary andr confidence hona bhot zrori hy is ka mtlb y hy k hm avje analysis krin aur khud pr bhrosa krin loss ho to ghabrain nhi...aur over confidence y hota hy k lot size zeada rakh dana aur over trading krna sbar na krna khud ko bhot bra trader smj laina khas tor pr new members aisy krtty hn aur nakam hoty hn..
                • #23 Collapse

                  Re: confidence or over confidence in forex main

                  jee belkul hamain jab bee as mien kam karna hota hai tu hamain as mien confidence say kam ker k success hasil karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar forex trading mien confidence say kam karna hota hai agar hum as mien confidence say kam kerty hien tu hum s men khud say earning kr sakty hien s lye hamain as mien earning per earning karna hot hai or agar hum confidence say kam ker lety hien tu hamain her trade mien profit mil sakta hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: confidence or over confidence in forex main

                    Agar trailer ke paas bahut jyada confidence hai to use market mein bahut acche tarike se kam kar sakte hain Kyunki yah market aapka confidence required Karti Hai confidence sirf Usi Mein a sakta hai Jiske pass bahut accha knowledge or experience Hoga market ka Kyunki Jitna Jyada knowledge Hoga pata nahin acche tarike se trade open kar Sakenge full of confidence kabhi bhi over confident hone ki koshish mat Karen Kyunki yah market bahut risky hai agar aap Kisi ekmatra Koi profit Hasil kar liya hai to overconfident mat ho samajhdar ese hi nexttrade lagaen lalach Mein Na jaen aur overconfident mein Apna paisa lost Mat Kar wale
                    • #25 Collapse

                      Re: confidence or over confidence in forex main

                      Ji han doston Forex trading Mein confidence aur overconfidence donon mein bahut Fark Hai jaise ki confidence ke sath agar aap kam karen to aap bahut hi accha profit Asif kar sakte hain jabki over confidence ke sath aap kabhi market Mein acchi turning nahin kar sakte isliye Forex trading Mein Hamesha confidence ke sath aur acche experience ke sath kam Karke aap bahut hi acchi earning kaise kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: confidence or over confidence in forex main

                        Dear bro. forex trading mein confidance ka hona bhut ache bat hy es sy humy forex mein kamyabe milte hy magar overconfidance forex trading mein loss ki waja bante hy es liye forex mein trading karty confidance apko acha profit dy sakta hy aur overconfidance loss ki waja hy humy over confidance nahi hona chahiye
                        • #27 Collapse

                          Re: confidence or over confidence in forex main

                          I don't think so ke 4x Mein confidence aur overconfidence Jaisi koi chij hai Banda apni Akal aur information ki buniyad Par Har Baat Ka Jawab De to behtar hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: confidence or over confidence in forex main

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
                            hum forex main confidence sy kam kar ky acha bonus kama sakty hain agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka koi qasur nahe hota market main kam karny ky kush asol hoty hain hamy asolo ko pora kar ky he kamyabe hasil hote hain forex aik real job hain hum gar bath kar is main kam karty hain yai aik online karobar hain jis main hum kam karty hain
                            Dear friend forex trading main jab hum proper learning or practice k bad trading start karty han to humy confidence hota ha or hum is main ache trading kar k kamyab ho sakty han par jab yehe confidence over confidence main convert ho jata ha to humy yahan sy he loss hona sharu ho jata ha is ley humy over confidence sy bachena or sirf confidence sy trading karni chae ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X