Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta Hai
    Dear friends forex trading main lot size ki bahut hi ziyada ahmiyat hai our forex main achi earning hasil karne k liye achi trading hamare liye bahut hi zarori hai jis k liye forex main hamari learning bahut hi zarori hai forex main trading risky work hai is liye forex trading main hamein ziyada lot size se bachna chahiye jis se hamara account bhi wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

    Trading me hamari bahot si ghaltia esi hoti hey jo hamy zeyda loss aur account wash karwa sakti hey hamari ye responsibility hoti hay key agar ham Forex market me business kar rahy hey aur apni investment key base par trading kar rahy hoty hey to hamy risk ko manage karny key ley aur profitable trading karny key ley zaror work karna chaye, complete learning karny se hi ye possible hay key hamari trading me behtari asaky.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

      Lot size ko apny bonus k hisab sy set ni karyn gy to account wash ho jae ga, lot size lalch ma ham increase karty hai, kam profit big loss sy bhot behtar hai, forex trading ki hamy adat ho jati hai, less lot sy sari knowledge or experience ko utilize kar k daily apni kismat azmani chahe, kya pata kon sa din hamary lae lucky sabit ho jae,
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

        Forex trading main aap Kam bonas pr zayida lot size rhakay gay tu aap ka account wash ho sakta hai iss Lia aap ko lot size soch samaj Kar bonas ka matabik rhkna chaiy jab aap bonas ka matibk Kam lot size rhakay gay tu aap ko acha profit bi ho ga or aap ka account wash hona say Bach jay ga iss Lia zayida lot size rhakay gay tu aap ka account wash ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

          اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
          Dear friends forex trading main lot size ki bahut hi ziyada ahmiyat hai our forex main achi earning hasil karne k liye achi trading hamare liye bahut hi zarori hai jis k liye forex main hamari learning bahut hi zarori hai forex main trading risky work hai is liye forex trading main hamein ziyada lot size se bachna chahiye jis se hamara account bhi wash ho sakta hai
          Ham Jab Forex trading Mein kam Karen To Hamen lot size Hamesha small Rakhna chahie Jab aap big lottery siza use Karke trading Karte Hain To aap ki training acchi Nahin Hoti aur isko Jyada Hota Hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

            g bilkul sahee esa hi hota hy trading mein zeeada loyt soioze ka estimal sey account wash ho jata hy or hamin loss ho jata hy es liy kam kam lotsize estimal kerna chaiy thkey haam bry loss sey bach sakin or acha profit hasil ker sakin lot size ka kam estimal ik kamyab trader ki nishani hy lot size ka zeeada stimal matlab tradng mein risk leny wali baat hy .....
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

              men achy analyases ker k kam kerny lagty hein pher ap achy or professional trader ban jaty hein ap ko professional trader banny k liy boht zada mehtnat kerny ki zroort parti ha yes dear i am in agreement with your words that if we make our self professional trader in forex trading world then we our life will be esy and so pleassureful this is only the possible whem we have a lot of
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                Salam dear trading me hamesha Kam lot se start karen khas tor per jab ap forex me new hen kio k lot size kitna zada hoga profit b otna hi hoga lekin loss b phir otna he zada hoga or agar ap ka account balance Kam he to phir ap Kam lot size hi istemal Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                  yes forex trading main ziada lot size use karne ki waja se hi hamre account wash hote hain isi liye hamen chahye ke ham is main kam lot size use karen q k big lot ko use krna hamare liye kafi dangerous sabit ho sakta hai Aur small lot se agar hamari koi trade loss men bhi challi jay to ham usse recover kr sakte hain isi liye kam lot account safety hota hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                    Jio Sar aapane bilkul theek kaha hai ki Hamen Agar ka Court mein chatting mein jyada lot size Lagate Hain To Hamara account was ho sakta hai Hamen chahie kya kam se kam lot Se lagata Ki Hamara account No Shave Rahe aur profit Chitra Jyada Jitna kam Hasil Ho Hamare liye Achcha hai aur Kamar account was Ho Gaya To Hamen bahut jyada nuksan Hoga Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                      G Haan bilkul hmain fOrex main lOt size kO dakhty huy trading krni cahhye jitna k ap lot size hta ha jb ap lot size minimum hta ha aur apka trading account BHI safe rehta ha aur ap ismain experience BHI achy prOfit se hasil hOta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                        han bilkul ham logt gar zada lort size selct karya gay yani ka ham log agr trade ka liya zad balnces ko slect karya gay to is tyra s aham logo ka trade agr kisi be mistake ki wja s agr loss ma chala jata ha uar is tyra sa wo zada los ma chala jaya gaya jhis ki wja s ham logo ka ccount ma majood sara ka sara balnces k be khatmho jya gay jis kiw jas aham logo ko loss wgar hota ha aur account wash ho0ta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                          g han bilkul ho sakta hae account wash hota he sirf zayada lot size use karne se hae to is liye hamen cahiye ke hum hamesha kam se kam lot size use karen take hum apna account safe rakh saken agar apka account 200$ ka hae to ap 0.02 lot rakhen q ke yeh is se cahe apke earning kam ho ge lakin account to safe rahe ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                            Forex trading mein zayda lot size ki wajha sy hamara account bhe wash ho sakta h g haan apki bat bilkul thek h ky jb bhe hum trading krty h tu trading karty waqat koch galtian asie ho jati h ky account wash ho jata h or bhut nuqsan hota h ky hmye chey ky jb bhe hum trading kary tu soch samjh ky kary account wash na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading Main Ziyada lot Size Ki Wajah Se Hamara Account Bhi Wash Ho Sakta H

                              Exactly dear aap ne bilkul sahi kaha, hamesah lot apnay balance ke size ke mutabaiq rakhain aur ahista aahista move kren. Jb aapke pas balance barhta aye to lot size barahaya jaa skta hai. lakin jab tak aapko safe had tak balance hasil na ho jaye lot size nahin barhana chahiye warna account wash honay ka khtara zyada hai
                              Like karna na bhoolain:1f61c:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X