Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae
    forex business main har members se bahut se mistakes ho jate hain lakin hamen un mistakes ko ignore nhe karna cahiye balke hamen cahiye ke hum apni mistakes se kuch seekhen or or un mistakes ko khatam karen take wo mistakes kabhe dobara repeat na hon or hum is main kamayb ho saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

    Aik kamyab trader hamesha apni ghlti se sabaq seekhta hai or apni aik ghlti ki waja se dubara se new stage mein mehnat karta hai or phir se naye siray se koshesh karta hai or phir kabhi aisi ghalti nahi karta Jis mein usay dubara se hard or tough time Lena parta hsi
    • #3 Collapse

      Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

      Yes kamyab trader hamesha apni mistakes sy bhot kuch hasil karta hai or ese ko he learning ki base bana k agy barhty hai, mistakes sy learn ni karyn gy to kbi kamyabi hasil ni ho gi, forex ma khud he sb kuch sekhna parta hai es lae apni mistakes ko write kar lena chahe or unka solution find kar lena chahe,
      • #4 Collapse

        Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

        g haan bilkul theek kaha hy aaapne agr hm forex main galtyan krty hyn to hm in galtyun se seekh kr trading achy tareeky se krta hy islie hmen chaye keh hm mehnaat se kaam len r sabar ka damaan na choren takh hm achi trading kr sken islie hmen chaye keh agr hm se koi galti ho jati hy to next time hm se woh glti nh honi chaye is trah hm achy trader ban skty hyn islie forex ko apni life ka hisa bna len agr hm apni zindgi kamyaab guzarana chaty hyn to.
        • #5 Collapse

          Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

          Salam ji dear brother me apki bat se bilkul agree krta hn k kamyab buisness man wahi hta hai Jo apni hony wali ghaltion ko dobara repeat nhi krta aur hamesha yahi koshish krta hai k apni ghaltion se sekhta hai apni hony wali ghaltion ko kbi b ignore nhi kerta Jo apni ghaltian ignore krta hai aur unhain bar bar repeat krta hai wo kbhi b kamyab nhi ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

            G mere dost aik acha aur kamiyab trader hamesha apny ghalty se sekhta ha aur is ko kabhi repeat nahi karte forex me hame loss apny ghalty ki wajah se hota ha aur agar ap apny ghaty ko repeat karte rahe ge to hame loss bhoi hota rahe ga
            • #7 Collapse

              Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

              forex me aik kamyab trader tb ban skta hy jb wo kafi mehnat or knowledge experience gain kryn kamyabi hasil krne kilye kafi sari mushkilat ka samna krna prta hy bhot dafa mistakes hoti han un ko remove krna prta hy phir aik kamyab trader ban kskte han
              • #8 Collapse

                Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                G bilkul friends aik successful trader wo hota ha jo apni mistakes say seekhta ha na k disheart ho jata ha. Agar hum apni mistakes say seekhein gay tb he hum dobara wo mistake nahi karein gay or hamari posts or trade pehlay say behtar hon ge or hum is qabil hon gay k hum zada bonus or profit earn kr sakein or apni needs ko poora kar sakein.
                • #9 Collapse

                  Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                  Ji Haan biLkul foRex Main Kaamyaab hoNay K Liye Humen KoShish kaRni Chaahiye k foRex Main hameshaa jo Ghalti Aik Baar ho JaaEy uSay DoBaara naa DoHraaen Or KoShiSh KaRni Chaahiye k jo Ghalti Ki Ho us Se Sabaq seekhen or jab Loss ho Yaa AccoUnt Wash Ho to humen koshish kaRni Chaahiye k Analysis kAren or pTaa KaRen k Yeh loss kis Wajaa Se Huaa Hai Or DoBaara samE wajaa Se Loss nahi Honaa Chaahiye....
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                    Galtiyo sy hamaya panaya pa ko sahi trha sy improve krna chiya agr hm ko is my improvemint naia hogi to ham is my kamyab naia ho sgy gy mhnata hamri bhot zeada acahai hogi tb hi ham is my kamyab ho sgyty hy mhnat bhot zeada hmay is my kr i chiya jb ham is my mhnata kry gy to tbbhi ham is my kamyab ho k agy jaye gy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                      G han sir g aap belkul sahi keh rahay hn ager ham say trade krtay waqat koi mistake ho jati hn to hamen apni mistake say sekhna chihay or agay achay experience k sath behtar work karna chihay or apni galtion say sekhna chihay
                      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                        ji bilkul bhai jaan aapane theek hai kya bahut sare Forex member ko member se mistake Ho jaati Hain uske bad se unko loss hota hai to main yah kahana chahta Hun ki Jo ek kamyab aur expert member hai na usko kabhi bhi loss nahin hota kabhi kbar to Ho jaaye lekin lagatar nahin hota kyunki vah bilkul fresh mind ke sath trade open karta hai pahle trade ko acchi tarah uski news check karta hai usko analyse karta aur soch samajhkar trade lagata hai aur apni mistake ko kabhi bhi repeat nahin hone deta
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                          G brother main apki bat se bilkul itefaq kartaa hoon. Ghalti kisi say bhi ho sakti hy chahe aam zindagi mein ya forex main. Agr hum forex mein honay wali ghaltiyon ki bat Karen to hum in ghaltiyon se boht kuch seekh saktay hain. Har acha aur kamyab trader apni ghalti se seekhtay hai aur dobara na duhra kar kamyab rehtay hain
                          Like karna na bhoolain:1f61c:
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                            gee han eik kameyab trader apni mistake se deekh sakta ha hume is main daily menat k sath work krte rehna lazmi hota ha is main hume samjdari se work krna hota jitna acha work krein gey utni hi jaldi hum is business main kameyab ho sakte hein
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik kamayb trader hamesha apni ghalatiyon se seekhta hae

                              bilkul aik acha trader forex market main apni mistakes say learn karta hai aur forex market main real knowledge tab he milta hai jab ap ko loss hota hai kyon ky loss karny ky bad ap ko pata chal jata hai ju ap nay mistake ki hoti hai aur ap us say lesson hasil karty hain jis ki wajah say ap ko experience bhi milti ha aur learning bhi milti hai es lea apni galti ko bar bar na karain jab los ho jay tu us galti ko akhri galti samjhain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X