Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

    Salam ji bilkul me apki bat se strongly agree krta hn k agr bunday ko eik dafa loss ho Jie to us se bunday ko sabak seekhna chahea aur apni ghaltian Jo loss ka sabab bnti Hain un ghaltion ko door krna chahea ta k wo ghaltian dobara loss k sabab na bnain. Is waja se trading me soch smjh k decide krain ta k mistake km se Kam hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

      Ji bilkul hm loss sy seekh skty hn acha experience hasil kr skty hn q loss hm apni mistakes ki waja sy krty hn hmy chahy ky hm apni mistakes ko theek kry r dubara repeat na kry is sy hmra trading skill improve hota hy hmy loss sy ghbrana ni chahy
      • #18 Collapse

        Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

        Isliye information ko ek dusre ke sath Mukammal share Karen earning ke liye ke kam Mein Jin Logon Ko Yahin per nuksan ho jata hai vah yahan per loss kar Jaate Hain UN Logon Ko chahie ki vah Yahan per try try again Karte Rahe success Hasil karne ke liye jab tak ine Logon Ko success Nahin milati vah Log Yahan per mukmmal daure per working Karte Rahana chahie ine Logon Ko Kuchh chahie
        • #19 Collapse

          Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

          g han my dear insan ko jab aik bar jhatka lag jae to wo kafi had tak sanbhal jata hae to is waja se trading main bhe agar kisi ko loss ho jae to wo bhe ainda ke liye ehtiyat karta hae or hamesha analysis kar ke he trading karta hae or wo is main kam se kam lot size use karta hae
          • #20 Collapse

            Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

            Forex bussinss me loss ayk ahm hisa hai is ka . jahan profit ho waha loss bhi hota hai . lekin agr loss ko nazar andaz na kia jae aur us loss ko learn kia jae to sekhny ko bhot kuch mazeed milta hai . Asal learning loss ky bad hi start hoti hai . jab traders apny loss ko learning krty hain apni misake ko learn krty hain to wo ayk kamiyab trader bn jaty hain..
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #21 Collapse

              Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

              Bilkul dost ham log loss se sekh kar apny tading ko bohat behtar kar sakte ha loss se sekhna bohat zaroori hota ha aik acha trader hamesha loss se sekhta ha aur apny traidng ko improve karta ha is liye agar ap ne kamiyab trader banana ha to apme loss se sekhe
              • #22 Collapse

                Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                G brother ham loss sa seekh k bhtar trading kr skty hain loss hamary liye bht ahm hhta ha agar koi samajny vala ho to loss hami ya ahsas dialata ha k ham apni ghaltio pa tavajo dain kis point pa ham sa ghalti hoi ha agli bar ham os ghalti ko dohary na agr ham ghalti sa ni seekhty loss ko common lty hain to ham taraki ni kr pain gy
                • #23 Collapse

                  Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                  Ji bhaijaan ham mistake se hi sabak sikhate hain to Forex mein loss to hona Hi hota hai chahe Koi junior ho ya senior junior senior logon ko bhi Forex mein loss Ho jata hai to hamen loss hone ki Surat mein pareshan nahin hona chahie Mar Gaya aapke pass se mistake ka pata chal gaya hai ki is mistake ki vajah se aapko loss ho raha hai aur aap next time is mistake or repeat na hone den isko samne rakhkar trailer lagaenge to inshallah fayda hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                    g han is ma ham log loss sa sabak seekh skhata han uar iis tara ham logo ka trading experience ma izafa hota ha ham logo ko chhaye ka ham log is ma trading karta han to ham logo ko is malsos bi h jata han ham logo ko is ma loss sa gabarana nahi chahye balka ham logo ko is ma loss sa trading ka bara ma kuch zayda experience hota ha uar tab hi kamayab ho skhata han
                    • #25 Collapse

                      Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                      g haan bilkul gara hamain is mn loss ho jaye to hamain us se sabka sekhnna chahiye ke hamain is n ks waja se nhoewa her haamij usi ko improve kr lena chahiye,.loss kis waja say howa har aik member apni un ghaltiyon ko achay say notice kray or phir un ghaltiyon say learn kraain aur unko improve kr ln takay hamain baad mn koi lozs na ho skay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                        haan g humein loss se sabak seekh kar hi agyee bharna chaiye... loss se hi humein leaning hoti hai... aur iss k bad hi hum apni trading ko behtar bana sakty hain... trading mein loss se aur mistake se hi humien seekhna chaiye... aur zayda risk lene se pehly risk ki complete knowledge hasil karni chaiye...
                        • #27 Collapse

                          Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                          jihad friend aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein loss sab kuchh sikha deta hai jo member lost Se nahin sakta vah trading mein kabhi kamyab nahin ho sakta agnipath loss hua hai use recover kar liya tour chcha trading Ban jaega....
                          • #28 Collapse

                            Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                            G han sir g aap nay belkul sahi bat ke hy hamen loss say sabaq sekhna chihay or zyada mehnat or experience k sath agay kam karna chihay or apnay kam ko achay say acha karnay ke koshish karen
                            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                            • #29 Collapse

                              Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                              G bilkul friends jb hamay loss hota ha to hamay apni mistakes ko identify krna chahiyay or un ko correct krnay ke koshish krni chahiyay ta k hum apnay loss ko recover kr sakein or next time b wo mistakes dobara na karein or acha profit earn kr k apni trade may sucessful hon. Friends hamay trading krtay time loss say gabrana nhi chahiyay bl k is say bachnay k liyay hardwork krni chahiyay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kiya hum loss se sabak seekh kar trading ko behtr kar saktay hen ?

                                G Forex main loss mery khyal main isliy ha k ap is se sabq sekh sken aur apna experience gain krsken jitna BHI Forex kO sekhen Gy Tou hamin apni mistakes Ka andaza hojy GA aur istrah HM apni mistakes kO repeat nai kren Gy aur learning krsken Gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X