Trading K WaQat Loss Se Na Daren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading K WaQat Loss Se Na Daren
    Bhai Jaan Main yah kahana chahta hun aap sabse ke aapko jab loss hota hai trading ke Waqt to aapko loss se bilkul bhi ghabrana nahin chahie aur ismein darna bhi nahin chahie kyunki agar aap ismein Dar Dar kar kam karenge to aap ismein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte apna Har Bar nuksan karenge to isase behtar hai ki aap kabhi bhi Dar kar trading na Karen aur himmat kar kr ke kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

    G han dost apne theek kaha jab ham ne trade open karna ho to hamian darna nhi chahye our is ke sath sath hmain ananlyse bhi karna chahye ta ke hamian trading main kamyabi mile our ham is forex se achi earning kar sakian.
    • #3 Collapse

      Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

      g han bhai jan ager apko trading men loss ho jata hai to apko chye k ap trading kerty waqt loss sy bilkul bhi na dren kun k loss men ager koi trade apki chali jati hai to apko chye k ap hold rhken bal k us ka presssure na len ager ap pressure len gy to zroor ap us men naakm ho jain gy ya phir ap loss men trade cklose ker den gy.bal k loss men trade ager chali gaye hai to hamen chye k ham trade ko hold rhlen ager ham trade ko hold rhken gy to zroor ham is men kamayb ho jain agy aor hamri trade prfoit men aik din lazmi a jaye g.
      • #4 Collapse

        Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

        g han bahia jan apke bat belkul thek hy man apke es bat sy agri karta hun haen chaia keh hum trading karty wakt belkul bhe na daren agr hum trading karty wakt dar ky trading karen acha tarding nai kar saken gy es ley man apsy kahna chata hun keh jitna ho saky apny darr ko khud sy nekal den achi mehnat karen kamyabi mily ge
        • #5 Collapse

          Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

          Gee haan aap jab trading krtay hai tu aap ko loss say nahi darna chaiy aap ko confidence ka sath trade open kray or achi trading Kar Kay acha profit hasal kray agar loss say dartay rhay tu aap achi trading nahi Kar saktay iss Lia aap ko loss ko dil say nakal Kar trade karni chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

            jis kam se jitna dern ge kam utna mushkil hota jye ga forex me loss ho jye tu derin nh bilke kam improvement lein or confidence se kam kryn trade open kryn trading lgye acha profits hasil kryn khud me positivity leyn or kam kryn
            • #7 Collapse

              Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

              Forex trading men loss business ka hissa hey iss liay agar trading kartay hen tu trading k daoran loss ka dar mind se nikal den aur loss ho bhi jay tu tension nhi leni chahiay kiun k forex trading men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey aur loss se bhi seekh kar trading ko behtr kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                me to ye kehna pasand krun ga k ap kam krin os me loss ko na dekhty rhin dar sy kam final nahi hota kam krin loss ka dar apny demagh sy nikal k krin losss ko jitna zada socho gy jitna dar rkho gy utna hi faida ho ga. loss b bach jay ga or kam b asani sy ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                  g trading ke weqt loss se bilkul na daren kyun ke loss to trading ka hisa ha is liye jo strong dil wale log hen wohi forex trading ma hisa len jo loss hone per preshan na ho bulke himat or sabar se kaam len phir hi kamyab trader bun sakte hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                    Dear friend confidence se trading Karni chahie Allah Sabko hota hai agar money management ko follow karke Chale Ayenge to last trade Mein recover Hota jaega..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                      Gee han sir g aap nay belkul sahi bat ke hy ager forex trading mn aap ko loss ho bhe jata hy to aap ko es ko karnay say darna belkul nahi chihay balkeh es mn himat say kam krna chihay or zyada mehnat say trad ko jari rakhen or apna confidence belkul bhe na khoin
                      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                        kafi members aisay bhi hain k jo sirf khof ki wajah say apna loss ker letay hain jesa k trading kertay howay jesay hi koi trade lgatay hain to foran say hi close is liye ker detay hain kyun k wo is khof main mubtila ho jatay hain k loss ho jaey ga khof ko khatm ker k hi achi trading ki ja skti hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                          Jyoti Market Mein investment karne ke liye ho Uske bad aap log isko account ko manage karne ke liye bhi aap kisi ko bhi de sakte hain jaise Jaise aadami hoti Jayegi aapka account number Mange aur profit wala Hota Jaega aap time ke hisab se isko isliye manage Karte Jaenge properly kam karne ke sath sath easily hardworking is a key of success aapko chahie ki hardworking ke sath kam Karen aur kabhi bhi back side Ki Taraf Na Dekhen Jitna Jyada aap log market mein time dete jaenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                            Ji Haan biLkul FoRex Main Kaam KaRnay k LiYe ZaRolri Hai K Hum Loss Se Naa Daden Or Nidar ho Kar koi bhi Trade OpEn kaRen Q k Jab Tak Hum FoRex Main Dar kaar Kaam KaRen gy To hum Koi Naa Koi Aysi Ghalti KaR Den Gy jo Hamaaray Loss kaa Sabab Banay Gi isLiye HumEn Chaahoye k FoRex Main SoCh SamJh KaR Kaam kaRen or lott SiZe Bhi Kam RakheN....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading K WaQat Loss Se Na Daren

                              Jina bilkul loss koi bhi business Duniya Ka Hai usmein loss is business ka hissa hota hai isliye Forex trading bhi Aisa Hi business hai jismein loss or profit donon hote hain aur vaise bhi Jazz business Wohi Hai Jisme profit bhi ho aur loss bhi ho isliye aap Jyada Se Jyada mehnat Karen aur loss ke time Dar mat Jab aap market ko Chitra analyse kar le aur Market Mein Ek acchi trade open karne Agarwal loss mein bhi ja rahi hai to stop loss or take profile lagakar market Mein vate Karen Sabra ke sath Kamle aapki vah loss wali train abhi profit Mein Ja sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X