Mehnat vs luck in forex trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat vs luck in forex trading ?
    Asalam-o-alikum dear friends forex trading mein kamyabe ky liye humy mehnat par zayada yaqeen rakhna chahiye luck par nahi ku ky mehnat kese ki zaya nahi hote hy ,luck apko dokha dy sakta hy ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

    g han bhai jan ager ham mhnat kren gy to luch bhi hamra acha ban jaye ga.is k illawa hamen chye k ham mhant kren aor luch na bny aisa nh ho sakta.aor kuch log khty hain k ager ham mhant nh kren gy laikin hamara klluchk acha ho ga to aisa bilkul bhi mumkin nh hai istrah kun k forex trading men koi luck ya tuqqa nh chal sakta hai.hamen chye k ham tuqqa na lgain jo seehkny wali baten hain seehken aor us k bad trading start kren.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

      G aisye he bat hai kay mahnet karna bhi bhut he zaroori hota hai per es mai luck ka bhi kafi kam hota hai yani kay luch ager ap ka sath nhi daita hai tu ap mahnet karnye kay bawajood bhi es mai naqam ho jatye hain yu mahnet kay sath sath luck ka sath daina bhi zaroori hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

        yes forex me kam mehnat se kryn ge to forex trading me kamyabi mile ge akser ooqat insan ka agr luch acha tu wha se bhe kamyabi mil skti hy likn forex me kbi kam ke duran parshan hone ke zrorat nh hy bilke jitni mehnat krte jye ge utna kamyab hon ge
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

          forex ma mehnat ki boht ahmiyat ha kyun ke mehnat ke bagair to kamyab hona boht mushkil ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen forex ma ap jitni zyada mehnat keren ge utni zyada earning keren ge or mehnat ke ke hi ap forex ma lucky trader bun sakte hen
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

            Mehnat Karni chahie Jo Luckk per depend Karte Hain vah Kabhi Kamyab Nahin Hote forex market ke bare mein knowledge Hasil Karen..
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

              AOA bhai mehnat or luck dono ka forex bussiness main main kirdar ga is lia ham ya nai kah saktay hain ka ham na mehnat ki or hmain profit hasil nahi hoa bakay is main luck or mehnat dononki zarorat hoti ha umed ha ap ko mera answer pasand aya ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                Salam forex trading me luck aur mehnat dono bht zaruri Hain forex me kamyabi kelia luck ka hona zaruri hai lekin is sb k sath mehnat b bht zaruri hai aur luck bnti nhi bnie jati hai aur wo bnti hai mehnat se is waja se mehnat kr k AP luck ko tez kr sakty Hain lekin AP kamyabi kelia sirf aur sirf luck pr depend nhi k sakty
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                  Mukammal guide karti hai ki Ham Nahin aap per Kaise kam karna hai unki nasihat Ke Musafir Agar ham log kam Karte Hain To Hamen disturbance Nahin Hogi Forex ke kam ko samajhne ke liye Jitna Jyada samjhenge utna Jyada earning Karenge sabse pahle Hamen chahie ke Forex related hamare pass Mukammal knowledge aur Yahan per learning hona lajmi hai Forex ke kam ko kamyabi se karne ke liye Hamen isko full-time use karte Rahana
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                    FoRex Main Mehnat K sath Hamaari LuCk kaa bhi bhoT roLe hoTaa Hai Or Luck K Baghair bhi hum Kayi Dafaa Sahi lagaai Gayi Trade Main Bhi nuqsaan KaR Letay Hain HumEn bS KoShiSh KaRni Chaahiye k Apni Tarf Se Best kaam KaRen MeHnat KaRen Or achi tarhaa Analise KaRnay k baad trade OpEn KaRen or Phir Allah PaR ChoR den Or umeed hameshaa behtar Ki Hi Rakhni Chaahiye....
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                      kisi bhi member ki kmyabi main luck boht zyada matter kerti hay or aksr members ki luck boht good bhi hoti hay is liye keh un ko zyada mehnat kiye begher hi boht kuch mil jata hay lkin baki members ko mehnat ker k or apni luck ko good bnana hota hay tb e kuch hasil hota hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                        AOA! dear forex members kaisy han ap log forex trading main mehnat k bagair tu kamiyabi ka socha bhi nhi jasakta lakin mehnat k sath sath luck bhi is main bht ziada kam kerti ha ager insan lucky ho tu wo bhi jaldi kamiyab ho jata ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                          Dear friend luck par depend kar ke ham forex trading me kabhi bhi kamiyab nahi ho sakta jo log sirf luck par depend kar ke beth jate ha aur mehnat nahi karte wo kabhi kamiyab nahi hote trading me kamiyabi ke liye bohat mehnat karna party ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                            Friends hamay agar forex may successful hona ha to is k liyay sirf aik he cheez krni hogi or wo ha mehnat. Jitni mehnat zada karein gay utni he jaldi hum apany targets ko achieve kr sakein gay. or agar hum baat karein luck ke to luck ka role hamari success may bht thora hota ha, hum her situation ko luck say to nahi handle kr saktay lekin wahan hamari hardwork kaam ati ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat vs luck in forex trading ?

                              Boss ap nay boht achi baat share ki hy Forex forum of pakistan buisness main acha profit hasil karny k liay luck per depend nahi karna chahiay balkay mehnat aur lagan k sath work karna chahiay jo loog luck per depend karty hain woh aksar is business main nakam ho jaty hain dosto luck bhi un ka sath daita hy jo hard work karty hain aur discipline k sath karty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X