salam all members
jab aap k pass kisi trade main koi plan hi na ho trade aisay lagay k yeh bes soch hai na khiyal ha jis main trade ki kuch samjh na aay yeh ek jazbaaty trading hoty hai jazbaat boht khatar naak hai yeh kisi b insaan ka boht bara loss b kar daite hai jab jazbaat kisi par b asaar andaaz hote hai wo control se bahar hote hai agar aisa trader k sath ho jay phir wo trading na kare rest kare apnay aap ko jazbaat se nikale jazbaat kisi waqat trader par us time hamila karta hai jab jab trader trade main buri tarah phans chuke hote hai jis ki wajah se jazbaat main aa kar loss se account ko bachanay k chakar main boht zaida or b trade jaldi baazi main open kar laite hai jis ki wajah se result account wash nikalta hai aisay halay main sabar se kam le kar loss trading se nikalnay ki koshash kare jazbaat se nai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим