Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean
    Dears forex trading mein bht achy achy traders haen Jo monthly bht acha kamaty haen laikn es ka ye matlb ni hota k hm sb hi utna kama sakty haen. Thk ha banda kisi ko daikh k motivate zrur ho laikn us ko daikhty howe kbhi bhi lalach mein ni perhnea chaye k wo itna kama raha ha tu mein q ni kama raha agr ap es trha ki satuation mein phans gye tu kbhi bhi ap forex se kama ni sako ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

    Yes ap ne thek kaha he ke hum ko apne ap ko kese se compair karne ke koi zarort nahe he ku ke jo log yaha pe kam karte hen un ko chaye ke wo apne kam se kam rakhen take un ko yaha pe un ke kam ka acha result mil sake or wo kamyab bhe ho saken is leye hum sab ko chaye ke hum yaha pe apna kam mehnar se karte rahe take hum ko yaha pe kamyabi ke sat apna kam jare rakh saken.
    • #3 Collapse

      Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

      G han dear apne thk kaha Hai keh hamen ksi ke sath apne ap ko compare Ni krna chahye qk har insan ka mind different hota Hai r sochne ke salahiat bhi different hoti Hai to hamen ksi ko role model bna Lena chahye lkn us ke har Kam ko krne ke koshesh Ni krni chahye qk her insan apne mind ke mutabiq he Kam choose krta Hai to hamen bhi apne mind ke mutabiq Kam choose krna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

        G bilkul friends hamay chahiyay k hum khud ko doosron k sath compare na karein kyn k hamara doosron k sath comparison knowledge, experience or skills ke basis per he ho sakta ha forex pr to is liyay hamay chahiyay k pehlay hum apnay knowledge ko increase karein or baad may apna comparison doosron k sath karein.
        • #5 Collapse

          Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

          g dear ap bilkul thek keh rahy hn keh hamen kabhi bhi khud ko kisi or ky saath compare bilkul hi ni karna chahiye kiun keh ham hi sab sy afzal hn or hamen yeh sochna chahiye keh ham jo krn gy to wohi thek hy baaki sab bekaar hn
          • #6 Collapse

            Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

            Asalam-o-alikum dear forex mein kam karty howe humy khud ko kese sy compare nahi karna chahiye balkeh mehnat ky sath kam ko jari rakhna chahiye , humy forex mein kese ki kamyabe ya achy profit sy jalna nahi chahiye balkeh mehnat kar ky acha profit hasil karny ki koshish karne chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

              Bilkul aapane 200 percent hi Kaha Kyunki jyadatar log Apne aapko Kisi dusre ke sath compare karne lag Jaate hain lekin Aisa Nahin Hona chahie Kyunki Har EK ka Apna mind hota hai aur sab ke paas ek Jaisa knowledge experience Nahin Hota isliye khud ka beta experience on Knowledge Hasil Karen aur Khud apni trading Karte jaen aur dusron ki help let a jaen Jahan se jo bhi aapko knowledge gain hota hai usko Hasil Karen aur trading Mein istemal Karen Kyunki Forex trading Mein kam karne ka Asal maqsad hai aapka Achcha profit Hasil karna isliye kabhi bhi kisi ke sath Khud Ko compare mat Karen trading Karen aur sirf aur sirf trading ki taraf Tu Jo Dekh Kar apne aap ko pata trader banaen
              • #8 Collapse

                Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

                Salam ji dear me apki bat krta hn hamain chahea k ham khud ko kisi k sath compare na krain aur doosrun jaisa na bnney ki koshish kraian. Hamesha wo karain jis pe apka Dil mutamien ho AP ye na sochain k society waly kia karty aur kia sochty Hain AP ye sochain k doosry log kia krty Hain ap ye sochain k ham ne kia krna hai isi waja se khud ko kisi k sath compare na karain balke AP khud mehnat kr k aisay bn jien k log apko follow krain.
                • #9 Collapse

                  Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

                  G bilkul humain iss main kisy k saat apna ap ko compare nahi karna chaiye humain iss main apni mehnaat ko zada sy zada karna chaiye tabhi hum iss main agye bar sagta hain hum iss main motivion hasil kar k iss business main agye bar sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiye tabhi hum iss main agye bar sagta hain or success be tabhi hasil kar sgta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien jab b trade karna hota h tu ham ko as mien analysis karna hota h agar ham as mien waqt per theek analysis kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                    as lyee ham ko as mien her bar soch samjh ker waqt per trade kerna hota h agar ham as mien theek waqt per trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar sochna hota h aur samjhna hota h aur hamain kabhi b kesi k sath khud ko compare nahi karna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

                      Ji dost main aapki baat se aagrah karta hun Yahan per aapko Har kism ka trader milega Jaise Kahate Hain Sher per Sawar se Tu Yahan Bhi Yahi scene hai yahan ko Har Tarah ka trader milega Tu Har trader ko compare karna na Sahi Nahin Hai Ek aur baat hai hai junior ko senior se sikhana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

                        Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na kerain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi planning ky sath trading kerni hoti hay iss liay hamain kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na kerna chahay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kbhi bhi khud ko kisi k sath compare na krean

                          bohat he acha sawal ha ager hum koo forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karna hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hote ha laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi profit nhi hoge es leya hard work is more important for us..............

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X