forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain hum isy apna life time career be bna sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим