ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

    Exactly forex main learning ki bohat ehmiyat hai or trading main learning ka aik bohat important role hai so hame forex ko learn karte rehna chaye aik kamyab tarder kabhi learning nahi chorta balke learning process ko continue rakhta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

      hamlogo na agr ik dafa forex ko join kar laiya ha to us ka bad be ham logo ko chayia ka ham log forex ka bara ma zada s azada learningw agra karan shuru kar day aura ham logo ko chaytia ka ham log har wqt is ka bara ma learning karta is tyra s aham log is par achi si trading kar patya gay apna knowledge ko istamil karta hwoa howa aur pghir is tyra sa hi khmayb ho sakhta ha forex par
      • #18 Collapse

        Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

        aapko charger Jab aapas Mein Nahin Karni to aapke sath bahut acche tarike se nikal aur sath hi Sath ise Samjho Islami Sangeet se Pawan Singh ka 2nd December ka 2nd year early karte waqt Hamen Apne kam ka bahut acche tarike se Karen aur sath hi sath tha samajh sake tabhi image Mein Kamyab Honge aur apne kaam ko saaf Kaise Chala Sakenge
        • #19 Collapse

          Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

          Ji Bhai aapane bilkul theek hai main forex market ke Hawale Se Har Waqt knowledge experience increase Karte Rahana chahie Kyunki forex market Hamen tab hi Achcha Pappi De Sakte Jab Ham is market ke Hawale se update knowledge experience rakhte Honge Ok Har Koi Chahta is market Se Acha perfect Maar Sake lekin yah market usi ko Achcha profit Deti Hai Jis Ke Paas is market ka update knowledge aur usko pata hokar kab usne trade open karni hai aur kis tarike se by Aircel karna hai to aapko Pata Hona chahie ki market by Kidhar Ja Rahi Hai yah sal ki taraf ja rahi hai to aap ko Jab Pata hoga to aap easily trade open karke profit Kama sakte hain aur is market Mein Vahi successful trader Ban sakta hai Jis Ke Pass Jitna Jyada knowledge hoga
          • #20 Collapse

            Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

            AOA bhai Achi Soch hai apki k Mujhy Acha Laga Butt Yahan Log 1 month kaam Kar Seekh K Khud Master Or Expert Smjhny Lagty Or Learning Chor Dety hain Or Ye He Waja hy k Sirf Deposit he Karty Hain Withdraw Ni Karty So Ye Bohat Zaroori Hai agr aap thora bohat is kabil hain earn kar sakty hain to bhi learn krty rehna chahiye ye achi baat hai kuch new seekhny ko mily ga.
            • #21 Collapse

              Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

              Haan g bilkul forex trading tu hm ne krni hi ha aur seekhy bina hm kr sakty ni haen achi trading k liye hamaen apni learning ko bht acha banana ho ga. Agr hm achy trader bn bhi jaty haen tu tb bhi hamaen kbi bhi learning ko stop ni krna chaye.
              • #22 Collapse

                Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

                hum ko chahiye k hum forex trading ko achi tara learn kare forex trading main agar hum ko profit b hota hain tu pher b hum ko forex trading ko learn karna hoga kamyab and exprrt trader jaab b kaam karte hain vo apne kaam ks ath sath forex trading ko b achi tara learn karte hain hum ko b forex trading main lto of knowledge or experience hasil kar k kaam karna hoga tab he kamyab ho skte hain ,
                • #23 Collapse

                  Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

                  Friends learning wo process ha jo kabi b khatam nahi hota or na he rukta ha is liyay hamay forex ke learning krtay rehna chahiyay ta k hum current situation say poori tara aware rahein or apnay kaam ko efficiently perform kr sakein or apnay experience ko develop karein jis say hamay long term benefit hoga or hum expert bn sakein gay apnay kaam may.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: ham ko forex k baray main learning kartay rahna chye.

                    aap nay bilkul theek farmaya ha kay forex may learning ka ammal rukna nahi chaey learning masalsal jari hogi tu new techniques be hasil hoti rahty hain jo kamyab trading kay leay bohat ahmiat zaroori hain mazeed aap ka knowledge be increase hota rahta ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X