Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai lot size ki Ehmiyat ?
    Dear members
    mai ap sab sy ya sawal krna chahta hun ky lot size tading mai kya ehmiyat rakhta hai aur isy set krna kitna zaroori hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

    bhai trading men lots size ki bahut hi ziyada ahemiat hai trading men hamen lots size hi loss aur proft ki taraf ly k jata hai agr ham ghalat lots size lagain gay to hamen bahut loss ho ga aur account wash hony ka bhe dar hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

      lot size ko trading mein bht ziada importance di jati hy jub tk lot size nhi lgain gy tub tak ham apna profit bhi hasil nhi ker sakin gy profit hasil kernuy key liuy lot size lagana bht zarori hy lot size hamin hmesha minimum rakhna chahiy lot size jitna kam hoga ham utna hi secure trading kernuy key sath acha profit bhi hasil ker sakin gy.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

        G han trading mein lot size ke ameyat boht zayada hy jitna km hm lot size rajhaun gy utna zayada hmean Bone's hasil hi ga hmean chye ke hm trade ka lot size km se km rakhin jis se hmean loss boht km ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

          G han ham ko chahiye ham Pakistan forex forum main jab bhi trading karin to ham ko chahiye k ham lot size kam se kam rakhna chahiye is tarah se ham Pakistan forex main kamyab trader ban saktay hain our acha profit hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

            Bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading main lot size ki bahut hi ziyada ahmiyat hai is liye forex trading main hamein chahiye k hum small lot size use karen jis main risk bhi kam hota hai our hum achi trading kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

              trading main lots size ko bhut ahmiyat hasil hay q kay lots size he jo kay hamain nafay aor nuqsan ki taraf lay jata isii liey ham ko forex use kertay hovay iss chez ka khiyal rakhna chiey kay hamain kiss tarah say lots size ka estamal kerna chiey
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                Treding mine looss ki apni 1 ahmiat hai up and downs markeet ka hisa haine ager ap ko loss na to ye nizam kasy chaly ye chine hoti jo Karobar ka hisa hai forex mine.aur business mone lot seize bhut ahmeat rakhti hai...
                :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                  Sir ap ka questions acha hai us sy juniors kou sekhny ka moqa mily ga tu trading main lot size ki importants bhut ziyada hain q k us sy he hum kou loss aour benefits huta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                    forex trading main lot size ki kafi importance hai jab tak ap forex main money mangement nahi karain gay tub tak ap ko forex main success milna na mumkin hota hai ess lea forex main volume ko control karna ziada zrori hai jab ham lalch main aty hain tab yehi klhrabi hoti hai ky ham ziada volume say trade kar ky apna loss krwa laity hain es lea es ko mange karna boht zrori hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                      Dear friend ap nay bht acha sawal kiya hy k forex men lot size ki bht ziyada ahmiyat hay wo istrah k jab ham trading karty han forex buisines men to lot size baht aham hoti hay agr inzan ko lot size manage karna a jaye to samjh len k profit hi profit hy agr lot size manage karna nah aye to loss hi hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                        dear friend forex trading main hamen kameyab hona hy to hamen as main money mangment say hi kam karna chahye qu k agar hum lot size ko control main rakhen gay to hi hum as main ak achay trader ban pain gay to lot size hamsha kam use karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                          bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karna hoga or ha ager hum hard work ka sath trading karta ha to per hum ko achi profit hote ha or ha ager hum trading souch samaj kar kartaa ha to per achi profit hote ha.................
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                            Assalamu alaikum my dear friend ji aapane bahut important question kya hai Pakistan Forex mein large size bahut Ahimayat rakhta hai agar aapane Kisi pyar per lot Sahi rakha Hai aur vah pyar aapki ki favourite mein aata Hai to aapko bahut badhiya income hasil hogi aur agar yahi large size aapane Kisi currency per rakha Hai aur iski market gir gai ho to aap to bahut bada nuksan hoga aur aise aapka account wash bhi ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai lot size ki Ehmiyat ?

                              AOA! dear forex members umeed ha k ap theek hon gy trading main lot size ko bht ziada importance hasil ha ager hum trading main isy ignore kerty han tu hum profit earn nhi ker sakty bulqy ager lot size apny balance se ziada chose kia ha tu is se acount wash bhi ho jata ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X