Pending order kiyu use hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pending order kiyu use hota hai
    Dear members forex trading mai order ki aik type pending order bhi hai. Pending order ka use uss waqt kia jata hai jab koi news mill jaey aur uss mai koi khaas time ya price bhi mension ho jaey. Tou traders pehlay say aik trade open ker laitay hain jiss ka faida ye hota hai jaisay he uss pair ya commodity ki price uss limit ko touch kerti hai tou auto pay trade open ho jaati hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pending order kiyu use hota hai

    G han yeah baat theak hey k pending order kia hey jab bhi ham ko koi easi news milti hey k ajj market ki movement ease hono hey. To trader us trade per pending order laga deata hey jis ka faida yeah hota hey k who trade attomatak open ho jati hey our ham is se acha profit hasil kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Pending order kiyu use hota hai

      G jhan tak mera knowldge hai tu pending order es liye hota hai kay ap aik traee ko ud kay mutabiq auto pay he laga saktye hain yani kay advance mai laga saktye hain koi special zaroori nhi hai bus us ko aik limite say laga dain trade auto pay he open ho jata hai aur ap ko profit bhi daina shuru kar daita hai
      • #4 Collapse

        Re: Pending order kiyu use hota hai

        G Haan baai g aap nay buhut ache Baath ke hay hamay forex may tools ka patha hona chahiay our pending order tho asa tool hay jis k baaray bay aap k pass buhut ziada knowledge hoga tho he aap is say acha faida uta sakthay hay yane aap ko kise pair k resistence our support ka Sahee knowledge hona buhut zaroori hay.
        • #5 Collapse

          Re: Pending order kiyu use hota hai

          bhai pending order pehly say hi book hota hai kion k ham wo order pehly laga chuky hoty hain isi liye wo first use hota hai aur loss ya profit ho to us men pehly hota hau
          • #6 Collapse

            Re: Pending order kiyu use hota hai

            pending orders ka use har traders ka kaam nai hay usk liye experts hona lazmi hay confirmations lazmi hay ya isay aisay traders use krtay hain jin kpass bahut strong capitals hota hay laikin jo traders sirf is k use say he earning krtay hain unk liye lose bahut he kam hota hay aur har trades takreeban achay profit main he close hoty hay pending orders hamesha suport and resistance k uper nichay use hotay hain jo k ham unexperts traders ko bilkul bhi use nai krnay chayen ,is ka use is liye kia jata hay taa k ham aik strond deceioun lainay main success ho sakain.
            • #7 Collapse

              Re: Pending order kiyu use hota hai

              AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai pending order wh hota hy jiss sy khud ba khud trade open ho jati hy ager hum kisi kam main busy hon ya bhr sona chahty hon to ap aik khas limit tak pending order lga din wh us price tak aty hi trade khud open ho jati hy.
              • #8 Collapse

                Re: Pending order kiyu use hota hai

                Asalamu Alaikum to all forrx members how are you to all hopefully everyone will be fine. Ap ki baat kush khas samhj m nahi ae kya kehnay chaty hain laken thread k according pending order jese koe cheez m ny to ni dehki abi tk trade m may be i am new members thats why . Ha sell limit or buy limit ko shyd pending order ho???
                • #9 Collapse

                  Re: Pending order kiyu use hota hai

                  dear friend pending order hum tab use karty hain gab hamen as bat ka indaza hota hy k market go hy as price par aa kar changre ho gay gi to osi price par hamary trade opon ho gaty hy asay pending order kahty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pending order kiyu use hota hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Dear members forex trading mai order ki aik type pending order bhi hai. Pending order ka use uss waqt kia jata hai jab koi news mill jaey aur uss mai koi khaas time ya price bhi mension ho jaey. Tou traders pehlay say aik trade open ker laitay hain jiss ka faida ye hota hai jaisay he uss pair ya commodity ki price uss limit ko touch kerti hai tou auto pay trade open ho jaati hai.
                    US market ko Bar Bar varse nahin kar sakte hain what reading karne ke liye pending order use kar lete hain inke liye training karna sometimes a difficult hota hai to vah Laga Lete Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Pending order kiyu use hota hai

                      pending oreder wo hota hai jis mien hum log aik poit say apna trade open karna chahty hien as lye hamain as mien jab bee trading karna hota hai tu hamain as mien her bar trade open kerny say pahly market ko analysis zaror karna hota hai agar hum as ko analysis ker lety hien tu hum as mien earning ker sakty hen as leye hamain as mien her bar kam karna hota hai or hamain as mien her bar analysis ker k kam karna hota hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X