Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shortcut say kabi dreams puray nai hotay
    G han dear friends, forex trading main shortcut say kabi bi dreams puray nai hotay bal kah ulta loss hota hay but bahut saray traders shortcut say kam wakt main zayada profit earn karnay ki koshish kartay hain aur apnay dreams puray karna chahtay hain but aisa kabi nai ho sakta esleay hamain shortcut ki bajaay manually earning karnay ka sochna chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

    Ji han bhai relaxation bht ziada zaroori hoti hai jb tak ap relax ho k trafe nae karain gay ap right time pay right deciaions nae lay aakain gay whixh ia veey important in itBilkul ap nay thik kaha hay aap nay hamin relax rehna chahye trading main aur jald bazi nai karna chhaye agar jald bazi karin to achay result nai ayan gay is liye achay waqat ka wait karian market kay hisab say trding
     
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

      Dear brother forex trading men short cutka matlab hey k bagher knowledge aur experience hasil kiay direct trading start karna aur bari lot laga kar jaldi profit hasil karna lekin short cut men loss ziyada hota hey iss liay pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir mehnat karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

        G dost mary khyal mine ap ki baat thek hai koi b shortcut tarha sw agy nai a sakty mehnat ko apna zewar banine FOREX mine zror kamyab hon gy...
        :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
        • #5 Collapse

          Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

          app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen relaxed ho k kam karna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah relaxed ho k hi kam kiaa kareen ji mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai acha hai es liey mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai acha hai es liey smjh k krna chaheay g han bhai jan aap
           
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

            Ji Haan BiLkul FoRex main hum shoRcuT Se kaBhi bhi KaamYaabi haasil Nahi kaR saktay To humen chaahiye K Jitnaa Zyaada ho sakay market Ko TimE den or jitnaa Zyaada ho sakay maRket main SoCh Samajh kaR hi koi bhi trade open kaden q k jitnaa zyaada soCh Samajh kar foRex Main kaam KaRen gy utnay hi KaMyaabi k ChanCes Bhi zyaada hoon Gy....
            • #7 Collapse

              Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

              Isme kam karne ke liye hamare pass Ek platform Aur bhi hai Jisko Ham mt5 Ja niche metatrader 5 Kahate Hain yah Kabhi acche wala platform Hai Ham Log Yahan per isliye working kar sakte hain isliye market Mein investment per cake long time ke liye earning kar sakte hain planning ke sath sath sab log yah Kahate Hain ki agar Ham market Mein Apne current balance Se Jyada le lenge To Ham
              • #8 Collapse

                Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                Business koi b ho ya phir job be ho tu jo log short cut ka soch kar kam karty hain woh nakami ka he samna karty hain hain. khas toor per forex trading kafi ziada he complicated business hai aur iss trah ka business hai jis mai Shortcut ka soch kar kam karin tu phir short cut ke waja say khabi b traders kay dreams puray nai hotay.
                • #9 Collapse

                  Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                  agar hum shoert cuts sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account banned ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy short cuts ko avoid kar ky forex mai mahnet sy kam karan ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                    G han dear friends, forex trading main shortcut say kabi bi dreams puray nai hotay bal kah ulta loss hota hay but bahut saray traders shortcut say kam wakt main zayada profit earn karnay ki koshish kartay hain aur apnay dreams puray karna chahtay hain but aisa kabi nai ho sakta esleay hamain shortcut ki bajaay manually earning karnay ka sochna chaheay.
                    , agar koi Treta Chahta Hai Ki vah Forex trading share Nahin Karen aur apne dreams ko complete karen to iske liye trading ko chahie ki vah mehnat se kam Karen hardworking Karen aur Forex trading chij Jyada Se Jyada knowledge grahan Karen
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                      dear friend forex trading main agar ap chahen k ap short cut say profet hasel kar lain gay to yeh na momkin hy as main mahnat ki zarorat hoty hy aur mahnat say hi ap as main trading kar sakty hain as leye hamesha forex ko sekhen
                      • #12 Collapse

                        Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                        g han dear ap ny thek kaha shortcut sy kbh bh dream pory nh hoty kuch log chahty hain k hmy intezar na krna ar na hmara wakt zyada zaya ho blky hm bht he short time main zyada profit gain krn na he zyada hardwork krna pry to ase log kbh kamyab nh hoty islia hmy sbr sy kam lena ho ga shorcuts nh dhondny tb ja kr kamyab hn gn
                        • #13 Collapse

                          Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                          Assalamu Alikum

                          Forex business main khein b hum shortcut say kuch nahi hasil kar saqty, short cut wo log lagany ka, sochty hein jin k pas na to koi trading experience hota hai aur na koi es say related information, shortcut ckr main members apany account band karwa laty hein aur aisy members ager dobara new account b bana lein to wo forex say fayda nahi othaa saqty, forex main short cut lagany ki bajay apni mehnet per believe karna seekein to kamiyabi ho gi.

                          Thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                            Bro, ap blkl thek keh rhy shortcut sai kabhi kisi kai dreams nae pory hoty. Life is always a road of struggle or jo mehnat krta h usko hi milta. By the way thanks for giving me that much time. Appreciated ap ka yae ehsan m kabhi nae bholon ga or isko try krta rhaon ga. :)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Shortcut say kabi dreams puray nai hotay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                              G han dear friends, forex trading main shortcut say kabi bi dreams puray nai hotay bal kah ulta loss hota hay but bahut saray traders shortcut say kam wakt main zayada profit earn karnay ki koshish kartay hain aur apnay dreams puray karna chahtay hain but aisa kabi nai ho sakta esleay hamain shortcut ki bajaay manually earning karnay ka sochna chaheay.
                              Dear ap nay bahut he zbrdast bat ki ha k forex mn shortcit say kbi dream poray nai hotay ulta loss hota ha yeh bat bil kul such ha jo log yeh samjhtay hain k forex mn hum short cut lga k aik dam rich ban k apnay dream poray kr sktay hain to aisa bil kul ghalt ha. Short cut ki vja say waqti tor pay profit ho skta ha lekin ziyada tar loss hota ha. Lehaza yeh soch hamin nikalni ho gi k forex mn short cut lga k hum dreams ko pora kr sktay hain. Forex aik acha karobar ha aur isko karobar ki tarha he treat krain na k like casion.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X