kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae
    forex aik esa business hae jis main apko profit bhe hota hae or apko loss bhe hota hae lakin is business main kuch log loss se bahut pareshan ho jate hain wo samajhte hain loss ho gya to sab kuch gya halanke loss to recover bhe ho sakta hae bas un main himmat nhe hote or experience nhe hota hae hae lakin aik kamayb trader hamesha apne loss ji ignore karta hae use kabhe loss ho bhe jae to wo us loss ko recover kar leta hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

    dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr profit sa khoshi milti ha to loss sa bhi preshan naen hona chayay balkay loss ki waja jo ghalti ho usay door krna chayay aur dobara aisi ghalti naen krni chayay jis sa loss howa ho
    • #3 Collapse

      Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

      g han bhai jan ager kamayb trader jo loss ho jata hai to ussy ptta hota hai k loss to karobar ka hissa hai.is liiye loss sy wo ghbrata nh bal k next wo loss ko recover kerny ki try kerta hai.is liiye hame cbhi chye k loss a jaye to preshan na hon bal k loss ko recover krny ki try kren to ham is men zroor kamayb ho sakty hain.aor loss sy hamen nex t achi mhnat ker k loss ko recover ekr lena chye.
      • #4 Collapse

        Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

        G han los aur profit forex business ka hisa hai es lye apka dono sy wasta parta rehta hai jo senior trader hen jb unko los hota hai wo preshan nai hoty wo los ko ignore karty hen aur los boht jald recover ho jata hai jb k jo log los sy preshan ho jaty hen los un sy los kabhi recover nai hota.
        • #5 Collapse

          Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

          Gee haan forex mein kamyab tradar loss ko ignore Kar ka acha trade karna ki koshish krtay hai or kamyabi hasal krtay hai Jo log loss ko ignore nahi krtay wo kamyab nahi ho saktay wo aik hi trade mein loss hona pr Himat haar jatay hai iss Lia aap ko Himat nahi haarni chaiy aap ko loss ko ignore Kar ka acha trade Kar ka acha profit hasal karna chaiy
          • #6 Collapse

            Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

            Ji haan mere pyare bhai jaan ek kamyab trader hamesha apne loss ko recover karta hai hi aur ignore karta hai Hi hua isliye apne loss ko ignore karta hai kyunki use khud per confident hota hai hi ki vah is lost ko recover kar lega aur vahi ek kamyab Trader hota hai jo apne loss ko recover shak kar sakta hai kyunke uske pass itna knowledge or experience hota hai ki vah apne dost ko recover kar sake aur uske bad ek profitable trade lagakar achha profit hasil kar sake thank you God bless you all
            • #7 Collapse

              Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

              ISS may ham loss ko ignor to nahe Kar saktay lekin hamai koshish karni chaye ke iss Mai sahe say kaam karay air uss loss ko recover karnaimke koshish karai.patience ke sath agar ham loss ko recover karnai ke koshish karaingay to acha profit Kama sakaingay.
              • #8 Collapse

                Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                Ji haan FoRex Main jahaan ProFit Zyaada Hai Wahaan loss Bhi zyaada Hai Or Agar Ehtyaat Se kaam Naa kiYaa JaaEy To Loss Bhi Ho Jaata Hai To humEn KoShiSh KaRni Chaahiye k FoRex main Agar loss Se Bachnaa Hai To lott Secure Rakhen Or Agar Loss ho Bhi JaaEy To PaReshan Nahi HoNaa chaahiye Balke SoCh Samajh kaR Trade lagaani Chaahiye Taakay Aasaani se loss ko Recover Kiaa jaa sakay....
                • #9 Collapse

                  Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                  Asslam o Alaikum friends ya thk kha k aik kamyab treadr humsha sabr krta hy ir apby loss ko ignor krta hy us loss say usy khowlage milta hy wo us say seekta hy k nxt time asi koi galti na kry humy bhi wqt k sthsub kuch hasil ho jay ga phly humy mahant krni chye or loss any pay sabr krna chye sabr k bgr koi chara nii hy kamyabii k lay buht mahnat krni phrti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                    G han brother ap thek kah rahay hain, jab kisi expert aur kamyab trader ko loss hota hay to woh loss anay par emotional nai ho jata bal kah woh apnay loss ko ignore karta hay aur bilkul aisay rehta hay jesay kuch bi na hwa ho, es say woh apni next trades par focus kar pata hay aur next loss say bach jata hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                      dear aisa kabhi bhi nai huva hay aur na he hoga k jis traders ko kamyabi mili ho aur wo markeet main honewalay lose ko ignor krta ho agar koi aisa krta hay to uski kamyabi ki koi gunjaish nai hay agar koi nakaaam bhi ho raha hay tab bhi usay aisa nai krna chaye k wo har baar honewalay lose ko ignore krta jaye aur uska reason tak maloom na na krnay ki takleef na krta ho lose ka reason janna earning say ziada better hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko jab lose hota hai tu ham ko ignore nea krna chaya blka ham ko dakhna chaya ka ham ko ya lose kis galti ke wajah sa howa hai ham ko apni ko dor krna chaya ta ka next kabhe bhe ham wo galti na kran jo bnda us trah apni galti ko talash kr ka thk krta hai ak din wo bahut acha trader ban jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                          loss ko ignore krna chahiye lkin loss kyun howa wo wajah search kr or us ko kill bhi kerna chahiye kyun k agr aisa na kiya jaey to usi waja say bar bar loss hota chala jaey ga jitna ho skay loss say khud ko mehfoz rkhtay howay work krna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                            G brother ap na thak kaha kamyab trader hamisha apny loss ko ignore krty hain on ko pta ha k agar is ki tension ly k baeth jain gy to agy hamara focus ni pary ga agli trading mi hamary loss krny k chance paida ho jaty hain so apny mind ko trader fresh rakhy ta k agy apni trading pa mukamal tavajo dy kr loss ko recover kia jay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamayb trader hamesha apne loss ko ignore karta hae

                              g dear bhot ache bat kie hey apanay aik kamayb trader loss ko bhol kar kam karta hey aur phylay say zaida mahant karta hey aur apny phyly loss ko zaida mahant kar easily recover kar layata hey isi lia hum ko bhot zaida mhanat karnai cheya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X