Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta sakthay ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta sakthay ha
    Dear friends gold ke pehlay 3 / 4 Dino say asa position hay jis may aap is par ziada risk nahee lay sakthay our koi be analysis is par kamyaab nahe ho sakthi asay halaath may aap gold par long term trading bilkul be na karay kionka ye b hut risky hay albatha aap short term trading may is say acha faida uta sakthay hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

    g bilkul sahi kaha ap nay gold trade aik nazuk. trade hai jo bahut tezzi say work krti hai jis k liye hamen short time men ho trade lagani chahye jo hamen profit bhe day warna ham loss men ja sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

      yes brother mn p ki bat say agre krta ho k jo is time gold ki markeet jati hyn to hmyn sirf or sirf shor time treade lgani chaiy na k hmyn gold par log time ki treading kni chaiy log time trading gold mn kamaybi ni bal k bvahot bara los bhi dat sakti hy
      • #4 Collapse

        Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

        G dear sahi kaha ap NY hamen is wakt forex trading me long term trading nahi krni chye kyun k iski movement total uncertainty k shikaar hy jiski waja,sy bht sy logo k account wash ho chuky hen is leay is me trade mat kren
        • #5 Collapse

          Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

          G han ham Pakistan forex main gold per jo is ki mojoda movement hey ham is per shot trading se he faida utha sakty hain. Ham ko chahiye ke ham is main trading Karin our jab ham ko 3 ya 4 ka profit ho to ham is ko close kar de is tarah se ham is se profit earn kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

            G ha member ham sub logo ko chhay kah gold ki majooda position main short time lagana chay q u ya ak nazoq kam hay os ko bahot hi as lay hamin as kam main jaldi kerni chay.
            • #7 Collapse

              Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ik75 پيغام ديکھيے
              Dear friends gold ke pehlay 3 / 4 Dino say asa position hay jis may aap is par ziada risk nahee lay sakthay our koi be analysis is par kamyaab nahe ho sakthi asay halaath may aap gold par long term trading bilkul be na karay kionka ye b hut risky hay albatha aap short term trading may is say acha faida uta sakthay hay.
              Aapki baat bilkul theek hai gold abhi is position mein hai ke Ham Gold per short time per trading karen to Achcha profit banaa sakte hain Gold ke Koi log Pareshan Najar Nahin a Rahi abhi gold ko long-term per bike sale karna risky ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

                G han brother ap ny thik kaha hai gold ki moment boht short ho gai hai ye 8500 sy 9500 k darmiyan ghom rha hai es par long term trade nai li ja sakti lekin gold par short term trade li ja sakti hai aur profit lya ja sakta hai kafi dino sy gold esi moment pe ghom rha hai hum bar bar bhi short term trade lga sakty hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

                  hamy gold ke movment ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum kam kar ky pasia kma sakty hain forex kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agar kam karny ka knolwege nahi rahkty to hamy gold mai kam nahi karna chaey
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

                    koibe is busines ko cod ni sakta ha sabka liy ha sab ka ly ha ap be is am akm karosab is kam ko like karta ha sab ka liy ha sab ka liy ha sab is akm ko like karta ha is waja se choose kia qk ye profitable business hy is main dhoka nai hy is ko hum jab chahen ap online ho k kr sakty hn forex earning ka best way hy is se hum thoray wqt main apny apko rich bana sakty hn hum ghar bethy apni earning kr profit kama sakty hn
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

                      Wesay majooda gold ki sorate hal ko dekh ker yeahi lagta hay kay yeah pair aik up move zaror keray ga. ab yeah confirm nahi haykay kab keray ga. ho sakta hay kay gold correction main more time lay aur us kay bad up move keray ya koe aur setup aur structure ko bana ker trader ko dhoka dey ker up ki bajaye down chala jaye. is liye gold per nazar rakhna zarori hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

                        forex ma kuch pair short time ma faida day sakta ha or kuch pair long time ma faida day sakt ha is leya apko chaheya k dakh kar trading kare agr ap ko thore dar ma trading karne ha to un pair ma trading kare jin ma ap ko kafi zayada moving ho rahe ho pair k kemat ma is sa ap ko thore time ma acha profit mil sake ga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ke mojoodha position may aap sirf short time trading may he faida uta saktha

                          Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho Jab gold ki position Maloom na ho rahi ho to use per trade Nahin Karni chahie agar aap trade Karenge to aap loss ho jaega loss se bachne ke liye aapko chahie ki aap filhal apni gold trade na Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X