Forex mein lalach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein lalach

    G my dear fellow pak forex foram ak huge bussiness h es mein bhut zyda profit h tu es mein log din 2 br bhe trading krty h or zyda ki lalch mein sochy samjhy bagir bhe trading kr dty h tu pher loss hota h or es lye lalch bhut buri bala h lalch anjam bhut bura hota h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein lalach

      Greed is curce...
      Pakistan forex trading business men jitni mehnat aor honest sy hum work karen gy utna hi acha hey aor hamen bonus bhe acha milta hy dil laga kar work karen aor bonus automatically hamen mily ga iss lye dil laga kar forex men work karen
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein lalach

        Forex mein humein lalach nae karni chaiye... forex profitable business hai magar kisi bhi business ki initial stage mein lalach se dor rehna chaiye... forex mein humesha sabar se profit ka wait karna chaiye... is mein profit bhi milta hai magar thory intezar k bad...
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein lalach

          Forex main lalach wala insan kbhi kamyab nai hOksta Kitna zeada hoskta ha Forex main patience se Kam kren aur lalch kbhi BHI nai kren is se apka account BHI wash hOskta ha aur ap loss krwa skty hn
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein lalach

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zubair165 پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum my dear friend ummid karta hun aap khairiyat se honge good evening.
            Mera aap tamam logon se yah sawal hai ki ham Forex mein lalach kar sakte hain ya nahin kyon kya kaha jata hai lalach buri Bala Hai meherbani Karke apni apni Rai pesh Karen sake man knowledge hasil kar sakun
            Forex trading Mein laalach traders ke sabse bada and me and the beat traders trading karte hue knowledge Karte Hain To unko bahut jyada loss ho jata hai Kyunki Sambhal aur reasonable profit Mein traders apni trade close hi nahin Karte aur loss hone per trade Khud close ho jati
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein lalach

              hume forex main kabhi b lalch nahi karni chahye kyu k lalch hume hamesha loss main lay k jati hai aur is se humara account b wash ho jata hai kyu k hum lalch main aa k agay barhny ki koisish karty rehty hain aur ye nahi dekhty wo treeqa sahi b hai ya nahi aur is tara humara account loss main jaty hain aur phr wash ho jaata hai hume cahhye k hum loss se bach k rahain.
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein lalach

                Forex main lalach hame loss ki taraf le jati hai lalach karne se hamara sirf loss hota hai forex main lalach traders ki na kami ki waja banti hai or lalchi log kabhi kisi business main successful nahi ho sakte so hame lalach ko avoid karna chaye
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein lalach

                  w.salaam ji haan dear hmen forex se mehnt se kaam krna chaye na keh lalch se agr hm lalch se kaam kren gy to hm kamyaab nh ho skty r is se hmen nuksaan hota hy lalch se kaam krne k bjae mehnt se kaam kro to kamyabi ap k qadam chome g mehnt krty rho kamyab ho jao gy lalch ko apne zhn se nikl kr kam krna chaye hmen
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein lalach

                    jesy kay ap sub janty han kay lulach aik buri beala ha is laiy jetna ho saky is say beachna cahiy kun kay lulach main just loss hi loss ha ap ko wqati toor per kuch faida to ho sakata ha per aik time asia b ay ga kay ap ko aisa jatakha lagay ga kay ap kay pass pher peshtwa hi rah jata ha is liy bad main peshtany say bahter ha kay ap phly hi asy kam say beachay jes main ap ko na qabaly talafi nuqsan ho sakta ha mera ya zati experience ha is liay main ap sub say requset kerta ho bahi kay kabi b lulach main aa ker koi b kam na kery asy hi ni kaha jata kay lulach aik buri beala ha sucha main is bat main koi shuq ni ha mery bahi is main bus loss hi loss ha khass tor per forex main to ap ko bht lulach ati ha so becare full dear .
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mein lalach

                      yes forex main lalch nhi karna chahye jab ham is main lalch karte hain to nuqsan hota hain uar is mein kamybi hasil kar ne ki koshsh karna chaiye is mein hard working kar ne wale log hi is mein kmay hote hain aur is mein cahe se kam karna chaiye tab ja kar ap is meinh kamyb ho sakte hain aor is mein profit hasil kar sakte hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex mein lalach

                        Yes bro u are right.. Lalach buri bala hy is lye forex ma lalach nai krni chahiye agar ap profit kamana chahty ho aur professional banna chahty ho to.. Agar ap lalach kren gy to apka apna loss hy is lye mehnat himmat aur understanding sy kam len thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X