<Pressure of trading in Forex>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    while trading in forex you must take pressure and also you have to keep in mind that Forex trading is like a battle which you have to won to make profit.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading is just like a football or cricket match jis mein last time tak kuch bhi ho sakta hai is mein humein ek limit tak profit gain kar ruk jana chahye
    • #3 Collapse

      g han forex mein trading karte hue apko chahiye ke ap kisi bhi qisam ka koi bhi pressure mat len kiunke ye business bohat hi ziyada risky hai,aur apko chahiye ke ap is business mein relax hokar trading karen.
      • #4 Collapse

        janab wo tou ap theek keh rahay hain k hamen trading kartay huye pressure lenaa chahyie lekin janab itnaa bhi pressure nahin lenaa chahyiee k hum pareshani m aaa kay ghalat decisions le len or phir hamari trade loss main chalii jayee..
        • #5 Collapse

          forex trading mien ap pe pressure to hota hi hai kiunke ye bohat riksy bsuiness hai aur is mien loss jb hota hai to trader panic hojaata hai aur is mien sahi se trade nahi kar paata.
           
          • #6 Collapse

            forex trading ien apko chahiye ke ap is mien pressure ko handle karna seekhen aur is business mein ap hmesha tareeqe se trading karen is mien ap kabhi bhi panic nahi hon warna apko phir bohat loss hosakta hai.
             
            • #7 Collapse

              DEAR forex trading atni asan nahe hai jatna k log understand karty hai yani jab ham koi order laga daity hai to hamain us time tak sakoon nahe milta jab tak hamara order excute nahe ho jata . or is doran ham aik great pressure main rahty hai. per agr ham market ko judge kar k or less risk condition main order lagain to ham us pressure ko kam kar sakty hai .
              • #8 Collapse

                yes forex ko is yaqeen k saath hi karna chaye k ham profit hasil karne k liye trade opne kar rahe hain self confidence ka hona bohat zaroori hai is k bager ham kahee bhi success hasil naee kar sakte is liye forex ko poore yaqeen k saath kare
                • #9 Collapse

                  forex me pressure rehta he hai aap ke oper market me agar aap kamyabi hasil karni chahte hain to apne mind se pressure nikal den agar behtareen tarikay se earnings karni hai to wajah talash karen market me buy or sell jane ki us ke baad he koi decision len .
                  • #10 Collapse

                    gee bhai hm ko apne forex trading mein pressure nhe lena chahe aur hm apne trading mein mind ko fresh rkh kr apne trade kia krein aur apne trading mein hm ko acha profit hota he jb hm apne trading mein shaih planing kr ke trading krein ge
                    • #11 Collapse

                      Nahe brother easa ager app market k sath fight ker k trading karo gay to pher ap us main loss he karo gay or ager app us main samjh k karo gay to he success mily ge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        is main kam karna hay to full focus say trad keanr ho g is main humain miond ko relax saay kam main achi earning hasil ho sakti hay humain stress free ho kar kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho gi
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X