Who control the market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    bro Forex tradings market ko koee or nahin balkeey ham laog go kissi chi chiz kee khrido fraokhat krty hein to us wqaet us chiz ke price Forex markit mei up yei down hotti ha, aur wohee chiz Forex graph pr show hooti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      bro iski bare mein koe information nahey muji ki kon Forex market ko contraoll krta he kayon ki mein naye members hao aor aby l kamai kar rha hao Forex main or iski bare mein koe information nahey he.
      • #1083 Collapse

        markit jis country ki hu wo hi control krta hai masalan neyork station markit Amerika mein hai iss liye un ki government ka controll hai but iss mein banks ka daromadaar zyda hai aur baday baday invester bhi iss ko control krtay hain.
        • #1084 Collapse

          Forex market ko braoaker qaboo krty hn r braoaker hi markit ko down r up ker sakti hn kayon ky Forex market mein braoakers kaa sb sy bada kirdar hotaa h r Forex markitting ko samaejhne ky lia bohaot read krna parrti h.
          • #1085 Collapse

            iam naye in Forex r me itnaa ni jaanta keh Forex market ko kon hold karta ha, par jahaan tak mairaa man na ha, to Forex market ko usi country ke govt yaa staee bank handle kartey hen.
            • #1086 Collapse

              forex market ko brokers or traders mil kr run krty hn ..bcoz yahan market mein currency ka buy and sell chalta ha or invester apna paisa invest krty hn ..or profit or loss ko face krty hn .. is lye ye sb k mil kr kam krny per hi chalti
              • #1087 Collapse

                Es mutaelik mujhi koee more info nahe ha, lykin hm go trading ko open krty hein band krty hein asi sey humaree markit up or down hotti ha, iss ki ilawa mujhi go bat samajh ati ha, woh yeh ki market kaa up down honaa country kee maeshat sey hotaa ha
                • #1088 Collapse

                  Forex mei market koee contraeol nahin kertaa Forex me currency go up aor down hotey ha, woh bunyadi tor pe khabarein ki reasons sy aor mulk ki economy ki reasons sy hoty hai, mein pasnd krta agr us ki khabarein mein aya kee us kee economy barah howy ha, tou forun farak parta ha, Forex.
                  • #1089 Collapse

                    market ko control traders kay orders hi kartay hai kay agar market me buyers zayadah hai tu zahir si hi bat hai kay market nay up trend em hi jana hai aur agar market me sellers zayadah hai tu market nay short jana haio
                    • #1090 Collapse

                      merey khyal sey market ko sarey trade control karty hain jab zyada sarey trader low per lagty hain or kuch trader high per lagty hain jiss taraf ki zyada log ho gy up ya down waha k jaye ga baki mein new trader ho mujhey iss key barey mein nahi pata key iss ko kon control karta hai
                      • #1091 Collapse

                        Hahahaa kafi nice quistin kiya hay app nei bahee , lakin mei abee nye hao par jahaa tuk meraa thought hai fraox market ko jub kisee mulaek mein koe tenshaen ati hai tao oss mulaek ke crunccey par asr parta hai.
                        • #1092 Collapse

                          forex market par agar hum sahi say focus karen gay tabi hum esmain kamyab earning kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sahi say time dian kyun keh time dai kar he hum esmain kamyab ho sakty hay
                          • #1093 Collapse

                            ya forex ko koi ayk bnda nai countrol kr rha hota hy is my trader bhi kafi asar raklhty hy our is my jb kisi mulakah my caransi ka rate change hoa hy to idr bhi ho rha hot ahy kio k ya real bisness hy our is my ya hi hota hy ayk down to dosri up ho jati hy ya country pr depend krt ahy our is ko koi ayk bnda countrol nai kr sgta hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • #1094 Collapse

                              mery khyal mn jo market k directors hain wohi market ko control krty hain q k hum tu aik worker list mn aty hain market ko control market bnanay waly krty hain or hmari perfomance py hmain faida or nuqsan unhi se he hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                Forex market mai investment ka volume itna ziada hai ke iss ko koi aik person ya edara control nai kar sakty hai. forex trading mai kuch key players hoty hain jo iss mai price ke movement mai kafi important role ada karty hain. misal kay tor per baray banks aur dosray baray financial institutions Forex mai kafi ehm hoty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X