AOA dear friend meray ap logon sa ya sawal ha ka hmain forex main eak dusary ki madad karni chahiya kion ka hm eak hi plate forum par kam kartay hain agar hm kisy ki threads ko like or jawab da dain gay to wo khush ho jain gay or eak dusroy ka shukariya ada karain gay kia mere adive sahi ha ya nai sab apnay ray dain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим