Loss ki soorat main Himmat na harain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki soorat main Himmat na harain
    assalamu alaikum dear all Forex membr
    Aaj main aap tamam doston se yah kahana chahta hun jab Ham profit earn karte Hain to hamen bahut Khushi hoti hai lekin kabhi kbar hamare Anyalsis fail ho jaate Hain aur hamen loss ho jata hai hi loss hone ki Surat mein hamen himmat nahin harni chahie use loss ko recover karne ki koshish karni chahie tabhi Ham ismein kamyab ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

    g han loss ki soorat main himat na harain bal;kah etminan aur sabr ke sath kam pe lagy rahain enshalah apka sabr apko faida day ga aur achi trading se acpko next loss nhi balkah profit ho ga es liyay loss pe himat na harain balkah kam pe lagy rahain.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

      ager loss ho bhi jtata hai to hamen chye k ham ye sochen k bussiness hai to bussiness men loss to hota hai.is liiye aik mertba ager hamen loss ho jaye to next hamen experiece hona chye k ham dobara wo galti na kren ager ham wo galti dobara kren gy to ham koi faida hasil nh ho ga.aor ham apny karobnar men aggy nh bhar sajen gy.is liiye hamen chye k ham apna krobar men sy nafa kamny kaily kaily ha,n chye k ham himmat sy kam kren.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

        yess bhai jan apke bat belkul thk hy man apke es bat sy agri hun, bhai jan hamen chaia keh ham loss ke sorat men himat na harne .bhai busnes koy bhe ho os men loss to hota aysa koy busnes hy he nai jiss men loss na ho.es ley man kahana chata hun ky loss ke sorat men forex ko belkul bhe na haren himat kar ky kam karty rahna chaia
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

          Dear brother forex trading men loss zaroor hota hey aur experts ko bhi loss ho jata hey aur woh business hi nhi hota jiss men loss nah ho aur loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin acha experience hasil karen aur phir small lot size ko use karen aur stop loss laga kar trading karen tu loss ko kam kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

            G Haan loss is a part of business is laiy hamay jab be kabhi loss ho Tha hamay himath nahee har I chahiay our apnay kaam par ziada tawaju Dena chahiay thake hamay acha experiance hasil ho our ache trading kar sakay our future may hamay kabhi he loss na ho
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

              Gbbelkul forex mai loss har kise ko hota hai hamai chaye ke iss mai agar hamai loss hojay to uss say zyada pareshan na ho balkai uss loss ko recover karnai ke koshsih karai aur loss ko recover karnai mai jald bazi na karai.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki bat bilkul theek hy kh hmain loss ho jay to hmain himat nh harni chahiay hmain loss sy hi sabuk milta hy ager hum himmat har jain gy hmain kuch bhi hasil nh hona chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                  Assalam o alaikum dear friends and members umeed Hai ap sab thek aur kheriat se honge ap ne BHT he achi bt ke Hai hamen har halat men sabr ka Daman Ni chorna chahye qk loss hemeshan hamari mistakes r jaldbazi ka nateja hota Hai to hamen chahye keh hamen apni mistakes ko correct krna chahye r hemat kr k apne loss ko cover krna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                    Loss ki soorat main Himmat na harain gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main aap mehnaat kerty hain too pher bhi aap ko loss ho jata hay too iss baat per aap ko perishan nai hon chahay oor loss ko recover kerny ki koshash zaroor kerni chahay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                      Jb hama ko loss ho jata ahy to hamaya hemat naia harni chiya hamaya mhnata k stha oana hamaya kam krna chiya agr ham mhnata k stah ham kam kry gy to tbbhi ham shai kam kr sgy gy mhanta hamri bhot zeada hogi tb hi ham shai is my srt ho sgty hy mhanta hamri hhot zeada hini chiy jb hams hai ham kam krty hy hanyaa is my achi phr kamyabi ho jatai hy
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                        yes hamen loss hone ke soorat main forex trading main kam karne se himat nahi harna chhaye to hi ham is main acha kam nahi kar skate hain aurn hmta nhi harna chahye apne work kpar focus karna chahye ham ko is main apne posting main mehnat se hi kamyabi mil skata hain aor ham ko is mein daily posting karna hoga aor ham ko is mein mehnat bhi karna chahye is mein ham ko hard working karnma hog ais mein ham kamyab ho skate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                          Asslam o Alaikum friends asa hi hy k ap loss any ki surat mn himat na haray ku k loss profit har ksm or har business ka hisa hy wsy hi forex ka hisa hy ap jatna zyda kam kry gay ap ko earning bhi wsy zyda ho gie ap k kam k mutabik ap ko bonus mily ga bki loss any ki surat mn ap bilkul bhi tenshn na lay na hi pershn hn jas say ap ka mazeed nuksan hn himat ni harni chye forex hn ya koi bhi kam hn.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                            G belkul hamai chaye ke iss mai agar hamai loss hota hai to hamai chaye ke iss Mai tention na Lai balkai issko sahe tariqay say trade karai loss har kise ko hota hai hamai iss Mai apni ghaltyo ko khatam karna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki soorat main Himmat na harain

                              Loss forex ka part hai is se ghabrane wale traders forex main kabhi successful nahi ho sakte loss hamari apni mistakes kii waja se hota hai so hame is se ghabrane ki bajae loss se learn karna chaye or loss se hamara experience bhi increase hota hai so hame loss suart main himat se kam lena chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X