< Be patient before opening a trade>

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mairay khayal say to forex ki trading ma success ful honay kay liye bhut saraa waqat darkaar hoataa hai aakpko chaiye kay aapni leaning countinu rakhen and learn kartay jain takay aap aik kamyab or achay trader ban jain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yah humean apni kisi bhe trade main jaldi nahe kerni chahy hum forex main acha profit aik he soraat main earn ker sagty hian k sakoon say analysis ker k trade karein
      • #18 Collapse

        Trade open krney aur close krney main jald bazi nahi krni chaheye aur pehlay achi tarah soch lena chaheye. Koi bhi trade open krney sey pehlay market ko analyse krna zarori hota hy aur is key bad trading main enter hona chaheye. Agar aap without update key selling ya buying ka order laga dain gey to ho sakta hy keh aap trend ko miss kar jayen aur loss hona shuroo ho jaye.
        • #19 Collapse

          hum is main saabr saay kam karty hain to achi earning hasil ho sakti hay low risk main kam kar kay trade main ana hay humain demo ko use kar kay practice say kam karny main kabhi loss nai hota hay profit hi profit hota hay
          "The mind is everything, What you think you become"
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            yes trade open karte hue bohat hi sabr k saath kaam lena hota hai, aap ki jo bhi strategy hai agar market us time us k mutabiq nahee hai to aap ko trade open nahee karna chaye aor wait karna chaye k market kab aap ki strategy k mutabiq entry point show karti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X