Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???
    Dear friend and my dear forex members aj ka jo mera forex k bary men questin hy wo yeh hay k kaya mahnat hi sy sb mumkin hay kaya mahnat hi say sb log kamyab hotay han. Agr ham mahnat nah kren to kaya asar pare ga forex buisines par kaya mahnat sy hi kamyabi mumkin aur koe rasta nai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

    g bilkul mery bhai mehnat say hi log kamyab hoty hain aur mehnat kamyabi ki kunji hai jo kaomen mehnat krti hain wo kabhe peechy ni rehti isi liye hamen har kam men mehnat aur lagan k sath kam krna chaye chahy forex ho ya aam zindgi
    • #3 Collapse

      Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

      ji han bilkul aisa hi hai jo log forex business mein ya Kisi bhi Business mein mehnat karte Hain vah log bhi ismein success hansi kar paate hain aur ek achcha tradable padhte Hain isliye aap ko chahie ki aap is business mein khoob mehnat Karen Taki ek successful trader Ban sake
      • #4 Collapse

        Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

        mere bhai ess main koi shak nahi kay wo log jo mehnat karty haim wo hamaisha kamyaab hoty haim essi tarah forex main bhi kamyaabi mehnat say wabastaa hay
        • #5 Collapse

          Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

          je bilkul asa hi ha mehnat hi wo wahid asasa ha jis ki waja sa ak insan kamyabi hasil krskta ha agr to ap mehnat nahi krty to muskil ha ka apko kamyabi naseeb ho ap ko chaiya k ap din rat mehnat kro or jitni zyda mehnat kro gy utna hi acha reward milyga or ak din ap ak achy trader ban jyngy
          • #6 Collapse

            Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

            ji han bilkul aap ki kya baat hai bilkul theek hai ki aise log hi Hamesha successful trader bantate Hain Jo ke Hamesha mehnat ko he prefer karte hain aur vah log is business mein khoob mehnat karte hue ek accha trader banne ki koshish karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

              beshak mehnat e wo aik raasta hay k jo har aik member ko kmyabi ki traf lay jata hay or jo is way ko follow nahin kertay wo forum pay mojood baki members say boht peechay reh jatay hain is liye hardwork na sirf khud krain blkay baki members ko bhi hardwork krnay ka kehtay rehain
              • #8 Collapse

                Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                Gee haan mehnat hi kamyab logo ka shaiwaa hai forex mein Jo logo mehnat say kaam krtay hai wo forex ko jaldi samaj jatay hai or samajdari say kaam Kar ka kamyabi hasal kartay hai Jo log mehnat say kaam nahi krtay wo business ko samaj nahi saktay or acha kaam nahi krtay tu un ko nakaami hoti hai iss Lia forex business mehnat karna walon ka shaiwaa hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                  Gbbelkul iss Mai Jo Jo log mehnat kartay Hain aur issko achai tarah say seek laitay hai to wahe iss Mai profit kama saktay Hain hamai chaye ke iss Mai dil laga Kar ISS Mai mehnat karai aur issko seekai takai ham acha profit Kam Sakai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                    gee mery dosto is baat ma koi kis bhe kisaam ka koi shak nhe hai ky mehnat ma zmat hai kamyaabi hai aor ache earning tab he muqdar bn skate hai jub ao achi trah sy trading market ma mehnat kro efforts kro technical aor fundamental analysis jama kro data hasel krny ky bad trading chart py apply kro indicators ko use kro aor kaam sy profit bnao
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                      G dear friends hardworking krna hi kamyab logo ka shewaa ha, forex main jo log mehnat ni krty, forex ko serious ni lety wo kabhe bhe kamyab ni hoty, hm ko chahye k hm knowledge aor experience hasil krain aor learning k sath trading krain aor kabhe bhe lalach na krain tabi kamyabi mill sakti ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                        Ji bilkul mehnat hi Kamyab logon ka Sheva Hai Hamen mehnat ke sath Apna Kam karna chahie mehnat Mein Azmat Hai mehnat karke hi Ham Kisi bhi Maidan Mein Kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                          ji bilkul mehnat hi kamyab logon ka shewa hai jo log Forex mein Dil se mehnat karte Hain Forex bhi unko Dil se hi bol deta hai aur unko achcha karne ka mauka milta hai aur jo log Forex mein mehnat Nahin karte vah apna Kam ho jaate Hain aur FIR Forex ko chhod dete Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                            gee han bhai hume is main menat hi hi kameyab ho sakte hein jitni zada hum is main menat krein gey hamre liye utna hi faida be hoga achi menat se hi hum eik success full ban sakte hein hume daily analysis ko dekhna lazmi ha
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kaya mahnat hi kamyaab loagoun ka shaiwaa hota hy???

                              aj tak jitna be log frex par khmayb howa ha wo log sirf aur isrf mehnat ki wajasa hi howa aur in ki khmaybi ka peechay be mehnat ka hi hth hota ha is liya ham logo ko be chayia ka ham log zada s azada mehnat karya uar ham log be trading wgara ka liya uar har ikheez ka liya mehnat karya tab hi jaya kar ham log khmaybi hasal kar sakhta ha uar achi earning kar skahta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X