Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain
    Dear friends, kuch traders signal par trading kartay hain aur jab un ko signal deya jata hay to woh trade open nai kartay aur stop loss aur take profit ka pochtay rehtay hain, hala kah stop loss aur take profit to bad main bi lag sakta hay esleay un ko chaheay kah jo signal milay foran us par trade open kar lain aur bad main modify kar k stop loss aur take profit laga lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

    G dear apne bhot hi ache bt ki he or me apko ye btana chahta ho ke pakistan forex me hm loss ko stop kar sakte he kioke agar hm sabar se kam karre he or apni galtio ko ignor ni karte or agar hm mhenat se kam kartr he to ak ache trader bn sakte he or bhot se earning kar sakte he
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

      G han apne theek kaha agar ham ne apne trading main stop loss our take profit use karna hai to esa sirf trade open karne ke bad hi ho sakta hai agar ham trade laga kar tp ya stop loss lagate hain to is se hamian bhot zyada faida hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

        g han bhai janager ap aik mertba trade open ker lety hain to roor ap apny order ko modify ker k phir dobara trade men sl aor tp lga sakty hain.is liiye phly jab markete fast ho ti apko chye k ap lazmi tor per markete men entri len us k bad phir ap sl aor tp bad men set ker len.ye chee bhot achi hai forex trading men.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

          bilkdl treading k doran asa b hota hy.agr hum is ko nahe b lagaty to hum baad my use kr sakty hn.likn jb marzi lagay stop loss or take profit ko set zurur krna hy.qk agr hum is ko set kiay bagair kam krty hn to humy us ka boeht bara nuksan ho sakta hy.or agr hum ny is my stop loss na lagya hua or loss start ho jay to us sy humara account b wash ho sakta hy.
          is liay hum is my jb b treading kry to lalach sy bach kr or stop loss or take profit ko use kr he kry.to is sy humy loss bohet km ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

            G Haan HM jb order place krty hn tOu hm iskO dObara se modify BHI krskty agr hmain market ki movement Ka koi BHI signal na mily ya HM iskO Analyse na krsken tOu isliy fOrex main kamyabi k liy hamin Analysis bht zrori ha aur iskO dakhty huy hi hm trading krskty hn
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

              Forex trading mein agar aap apne account ko save rakhna chahte Hain to uske liye bahut jyada jaruri hai ki aap Hamesha Stop loss aur take profit ka istemal Karen kyunki Jab aap stop loss ka istemal karte Hain to aapke liye Apne account ko save rakha aasan ho jata hai isliye aapko take profit aur stop loss ki ehmiat ko samajhna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

                G belkul ISS Mai have ham trade laga Lai to uss ke bad be stop loss aur take profit laga saktay Hain hamai chaye ke iss Mai sahe tariqay say kaam karay ye level bad Mai lagay lekin lagay zaror .
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

                  agar hum forex mai kam karna chatey hain to hamy take profit or stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik legal busienss hain hum is mai bager leanring ky kam kary gy to hamy to hamy loss ho jy ga is mai markt ka balm nahi htoa forex kabe be band na hony wala acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                    Dear friends, kuch traders signal par trading kartay hain aur jab un ko signal deya jata hay to woh trade open nai kartay aur stop loss aur take profit ka pochtay rehtay hain, hala kah stop loss aur take profit to bad main bi lag sakta hay esleay un ko chaheay kah jo signal milay foran us par trade open kar lain aur bad main modify kar k stop loss aur take profit laga lain.
                    Ji bhai saab 900 take profit trade open karne ke bad bhi Laga sakte hain jaise traders Chahe vah stop bus aur take profit ko use kar sakte hain Jada Baithe to yah hai ki Jab trade open Karen Sath hi stop loss order take profit Laga Le
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss aur take profit trade open karnay k bad bi lag saktay hain

                      TradiNg Main Stop Loss Aur Take ProfIr TraDe LaGanE kE Bad Laga Sakte Hain Forex TRading MAin HAmen Chahye Ke Ham IS Mian Har TRades Main StOp LOss KO ZAroor Shamil Karen Aur Is Main StoP loSS TradinG MAin BUhut Ihmiyat RakhTa Hain To Take Profit ZarooRi HotA Hain Aur Jab Ham Is MAin Take ProfiT Ka Use Karte Hain To Ham IS Main AcHI TrADinG KaR SAkte Hain
                      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                      :1f4af:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X