Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye
    Assalam alaikum dosto agr hmen loss hujaye to bajaye is k hm kam krna band kr den bl k hmn aur bhi ziada mehnat k sath working krni chahye jis se hm kamyab bhi hu skty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

    Walkum Slam Apne Theek kaha hamian Nuqsan Main Sabar Karna Chahye our Samajh Bhob Kar Loss Ko Recover karna Chahye Kyun Ke Jab Hamian Loss Recover karna Hai To Ek Behtreen Soch Se Trading Karni Hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

      ager ap ko trading men loss a jata hai to apko preshan nh hona chye ager ap preshan hoon gy to ap next phir trading nh ker saken gy.is liiye apko chye k ap lazmi tor per apna nuqsan poora kerny kaily nex mhnat kren aor saber sy kam lenm aor nex t phir mistakes na kren aor lach bhi na kren kun k qtra qtar derya ban jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

        Assalamualaikum dost ji aapane bilkul dusre maiya agar hamen forex business mein nuksan ho jaaye to hamen ghabrana bilkul bhi nahin chahie balki himmat se kam Lena chahie agar Ham himmat se Kam nahin lenge to Ham kabhi kamyab nahin Ho payenge to hamen isliye himmat se kaam Lena chahiye aur kamyab hone ke liye himmat ki bahut jarurat hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

          g nuksan ane per ghabrana nhi chahye kyun ke business ma nuksan to ho hi jata ha ager ap nuksan ko le ker preshan ho jain ge to ka kese chale ga ap sabar or mehnat se kam keren ap mi mehnat se jald ap nuksan ko kamyabi ma bedel sakte hen
          • #6 Collapse

            Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

            G Haan hamin loss main ghbrana nai cahhye bal k Achi trah learning krni chahye aur sOch smjh k trading krni cahhye jitna hOsky Forex main mehnat aur harwOrk se Kam KR k hm achy traders BN skty hn aur Acha profit BHI gain krskty hn
            • #7 Collapse

              Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

              Agr hum ny forex ki under parmanat work kerna chhaty hem to hamy forex ki under kaam kerny ki duran ghabrana nh chhay
              dear forex ak international business hy is ki under agr mukhlish ho kr kaam kerna chhay .is ky ly knowldge wali aor quality wali posting krny chahy.
              • #8 Collapse

                Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                Kisi Had Tak Main Apki Baat sy Itfaq krta Hon k Loss/Nuqsan Ho jaye To disHeart Ni Hona Chahiye ghbrana Ni Chahiye Or Himt ni Harni Chahiye Struggle krty rehna chahiye Akhir Kamyabi mil jati Hai... Laikn yahan Masla Ye Hai k Jo Log Qarz Utha k Forex main Lga dety Hain K forex sy earn kr k qarz wapis kr dn gy butt aisa hota ni to wo phir ghbra jaty hain or ghbrana b chahiye so meri un doston ko nasihat hy jo qarz utha k invest krty hn wo is trh na krn
                • #9 Collapse

                  Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                  g han bhai jan ma b yahe khata hu k agr humy is my nuksean ho jay to humy is my gabhrana bilkul b nahe chahey ta k humy dobara nuksan na ho jay.or jb b humy loss ho to humy us point ko note krna chahey tk k next time jb b hum trade kry to is sy bach jay.or humy loss tb b ho sakta hy jb hum is my lalach krty hn.or lalach my he humy zayda loss krty hn.or is sy gabhra kr hum or zadya loss b krty daty hn.liin humy is my asa nahe krna chaey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                    Ji han bilkul aapki yah baat hai bilkul theek hai ki profit aur loss her business ka hissa hai ki hamen kabhi Bhi Apne ko lekar pareshan nahin Hona chahiekhoob mehnat Karni chahie aur apne class ko minimise karne ki koshish Karni chahie Is tarah aap ek acche aur successful trader Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                      Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jask role hy agr ap roles ko follow krygay tu ap kamyab ho gayap ki earning achi ho gie agr tu ap asa kuch bhi ni kry gaytu ap nakm ho gay forex pay kam bhi ni kr sky gay ap ko nuksan ay ga bki forex pay loss profit hota hy humy loss any pay sabr krna chye na k koi galt qadam utha kr kud ko taklef die jay ya business ka hisa hoty hy loss profit..
                      • #12 Collapse

                        Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                        g han ham logo ko isma agra loss ho jay to ham logo ko is am gabarana nahi chhaye balka ham logo ko is ma achi tara uar dil laga ka kam kara ta ka ham log is ma kamayab ho skaha aur ham logo kois ma agar loss ho jay to zayda sa zyada mehnaat karni chahye ta ka ham log is ma kamayab ho skaha aur achi eraning kar skaha
                        • #13 Collapse

                          Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                          Thek kaha ap ne dost agar apko forex me nuksaan ho jaye to ghabrana nahi balke aur bhi ziyada mehnat kare forex me aur sabar aur himat ke sath ias me kaam kare agar ap mehnat karte raho ge to apko nuksaan ke baad fayida bhi zaroor hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                            dear friend ap ne sahi farmaya kabhi nuksaan bhi a jata ha magar pareshan nahi hona chahiye balke forex per or bhi ziyada dill laga ke mehnat kerni chahiye nuksaan bhi hamari galti ki wajah se he hota ha ku k hum forex ke rules ke mutabik kaam nahi kerte liye hume seniors se kuch sikhna chahiye k wo forex ma kis waja se kamyab hoe or acha bonuss kese hasil ker rahy hen thanks.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nuksaan aajaye to gahbrana nahi chahye

                              Ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien as lyee ham ko as mien umeed karna hota h
                              aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur agar nuqsan a jaye tu hamain as mien ghabrana nahi chahye aur hamain as mien sabar karna hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X