assalam walekum doston kaise ho ummid karta hun aap sab khairiyat se honge to main aap sab logon se Hi yah puchna chahta hun kya Ham apna jati Paisa Pak forex business mein invest kar sakte hain ya nahin agar kar sakte hain to sab agar kar sakte hain to sab members apni apni Rai ka jaruri Pyar Karen shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим