Knowledge se Kya Murad hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Knowledge se Kya Murad hai

    Knowledge buht important hy q ky diffrent countries ki curncies py trade hoti is liy in countries ki economic condition sy update rehna r knowledg rkahna buht zarori hy q ky is ka market py buht impact hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge se Kya Murad hai

      knowledg sy murad hy hmare analysis ache honi chahean aur hmain market ka pta hina chahea isi sy hi hm kamyab hngy jtni hmre learning zeada hogi utna hi hm kamyab hngy
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge se Kya Murad hai

        knowlege ki meaning hai kisi bhi cheez ki mukammal maloomat... so knowledge is prefer in practical life... without proper knowledge of anything then you can't be handle this situation,,, so knowledge is very important thing in practical life or also in forex....
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge se Kya Murad hai

          Nokia Uske hisab se earning kar sakte hain ji han is platform per Agar ham log Jyada Nafrat karna chahte hain To Hamen chahie ki vajah Se Jyada knowledge per Dhyan Den Jitna Jyada Ham Apna Dhyan knowledge ki taraf Denge Hamen earning bhi yahan se knology Dega Kyunki Agar Ham knowledge hamare pass Nahin Rahega to hamare pass Kuchh Bhi Nahin rahega isliye Jyada kam knowledge ko clean karne ke liye
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge se Kya Murad hai

            g haan knowledge se ye murad hai k ham agar forex mein kam kar rahe hain aur hamen bonus mila hai to ham trading karna chaenge aur hamen trading kliye knowledge ky zarurat hogy isliye knowledge bahut zarury hota hai .
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge se Kya Murad hai

              forex busiess main knowledge bahut he zayada important hota hae jitna zayada apke pas knowledge ho ga apke earning utne he zayada ho ge to is liye hamen cahiye ke hum is business main acha knowledge hasil karen q ke agar hamare pas acha knowledge ho to he hum ache earning hasil kar saken gy
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge se Kya Murad hai

                Mere bhai knowledge se murad ilm hy aur yahan ilm se murad forex trading ka ilm hay. Forex trading mein baghait knowledge ke kamyabi hasil nahi ki ja sakti. is ke liay zruri hy ke pehle forex trading ke mutaaliq mukamal aagai hasil ki jaye. Maslan forex kya hy, currency kya hai, currency pairing ka kaya matlb hai, phr trading mein chart kya hai, bull aur bear kya, phr trading ke different patterns, is ke sath sath signal, indicators in sb ka pta hona zruri hy. Is ke ilawa bhi boht si cheezen hyn jo seekhni zruri hoti hyn.
                Like karna na bhoolain:1f61c:
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge se Kya Murad hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: naeem9345 پيغام ديکھيے
                  assalam walekum doston kaise ho main karta hun aap sab khairiyat se honge Allah ke fazal o Karam se honge tu mere pyare doston main aap sab logon se yah sawal karna chahta hun ki knowledge se Kya Murad hai knowledge kise kahate Hain to main aap sab logon se is bare mein request karta hun ki mujhe iske bare mein thodi si tahsil batai jaaye shukriya
                  Dear friend forex trading main knowledge sy matlab ha k forex trading kase kam kar rehe ha is main hota kya ha or hum kase kamyab ho sakty han or forex trading k analysis or candle chart k candle kase banti ha or kis candle pe kya karna chae ha forex trading seekena or samjna ha in sab ka pata ho ye sab knowledge ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Knowledge se Kya Murad hai

                    G han dear knowledge se ye murad hai k Ham Forex Mein kam kar rahe hain aur Hamen trading ke liye knowledge ki zarurat hoti hai isiliye Hamen knowledge Hasil karna chahie trading ke liye.
                    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Knowledge se Kya Murad hai

                      Knowledge say murad forex trading ka ilam hota hay. ager ham forex ka knowledge ki bat kartay hain to hamen is say yeah clear ho jana chahye kay yeah forex trading ki ya forex kay ilam ki bat ho rahi hay. que kay forex main trading kernay kay liye trader ko forex ky ilawa to ilam nahi chahye ho ga. is liye forex ka ilam trading kay liye boht ahm hota hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X