Profitable Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profitable Trading
    Forex trading business mai her trader ki khawhish hoti hai kay usay profit ho. iss liye traders mehnat bhi kertay hain aur apni learning aur knowledge bhi improve kertay rehtay hain. Forex trading mai profit able trading kay liye sub say eham kaam market mai live trading ko mukhtalif time frames mai monitor kerna hota hai. M15,M30 aur H4 tak kay time frames tou zaroor daikhnay chaiye takay trend ko analyse kia jaa sakey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profitable Trading

    Dear brother forex trading men yeh zaroori nhi hey k her trade men profit milay kabi kabi loss bhi hota hey lekin agar acha knowledge aur experience hasil karen aur phir lalach aur jald bazi se perhez karen aur ziyada se ziyada mehnat karen tu profitable trading ki ja sakti hey
    • #3 Collapse

      Re: Profitable Trading

      Dear brother forex mn har trade profitable nhi hoti kbhi kbhi hmy loss bhi face krna prta hai Dear brother profit or loss business ka hissa hoty hen agr hm forex me profit k khwahish mnd hoty hen to hmy loss ko bhi zehn me rkhna chaiye or loss hony per afsurda nhi hona chaiye bul k sbr k 7 kam krna chaiye or jis ghalti ki wjah sy hmara loss hua hai us ko thk krna chaiye taa k aenda loss k chances buht km hn or hm profit earn kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Profitable Trading

        Dear Forex members hamin trading pa bht dhyaan dena cahhye aur asi strategy kO use krna cahhye jO k hmain Achi aur profitable trafing Dy istrah kbhi BHI lalch main ni prna achhye hmesha market kO Analyse kren aur Soch smjh k trading krni chhye
        • #5 Collapse

          Re: Profitable Trading

          bohat he achaa sawal ah ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum hard work ka sath trading karta ha or hum with learning ka trading kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha or hum ko lot of learning karni hoge...................
          • #6 Collapse

            Re: Profitable Trading

            Profitable trading ham tab kar saktay hain agar ham iss mai sahe kaam.karai aur iss ko sahe tariqay say kam karai aur sahe say kaam karai agar ham is mai sahe kaam.karaingay to profit kama sakaingay.
            • #7 Collapse

              Re: Profitable Trading

              forex aik bahtren business hain hum is mai acha or mayre kam kary gy to he hum acha munafa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik unique or legal business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Profitable Trading

                Trading ka kam hamya shai trha sy krn achiya agr ham shai qcahi trh asya ham akam kry gy agr ham mhnata kry gy to tb hi hamaya is my kamyabi ho sgti hy mhanta hamri zeada sy zead ahoni chiya garbham mhnata hinaja kry gu to ham kamyab bi naia ho agty hy hamri mhnta hit zeada zarorie hy hamay shai acaha apna hamaya kam. Krna chiya our shai skaon. Sy hamy is my set jona chiya
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Profitable Trading

                  G han friend Apny thek kaha agar hum forex py kam kar rhy hain to hmy mehnat sy kam krna chahy jes sy kameyabi hoge and es kly experience aur knowledge ka hona bahut zarori hy es sy hmy bht faida hasel hoga hmy mhnat sy kam krny kely hard work karna chahy jes sy kameyabi hoge.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Profitable Trading

                    yes ham is main profitable trading kar sakte hain lekin hamare pass experience ka hona lazmi hotya hain aur is main zarooei nhi hota han ke ham is main profitable trading kar sakte hain is mein ham ko sahi waqat ka intzar karna chaiye aur market ko achi tarah analysis kar k is mein kam trde lagane chaye aur ham ko chaiye k ham is mein sabr se hi trade kare is mein ham ko ihtyat se trade karna chaye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X