Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Dakh Ker Preshan Na Hun
    Boss agar ham trading ker rahe hien aur agar hamain trading k doran loss hota h tu hamain belkul b preshan nahi hona hota h aur hamain sabar karna hota h q k kabhi na kabhi market hamare haq mien zaror aye gi as lyee himmat nahi harna chahye.:1f62b:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

    hai jan loss dekh kr apko tension zaror.leni chye aor.market ka complete analysis khud sy krna chye forex trading market ma apko kabi bhi ksi bhi waqat ghalti ka chance ho skta hai forex trading investment aor bonus affiliate-program bahot mushkil hai yeh kam.asan.nhi hai apko concern sy rabta krna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

      Ji han aapki baat bilkul theek hai Hamen for expression class Ho Jata Hai To Ham usse Dekh Kar Pareshan Nahin Hona chahie Halke se kam Lena chahie aur apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

        Forex trading men jo banda loss ki waja se preshan hota hey woh kabi kamyab trader nhi ban sakta kiun k loss hamen bahut kuch sikhata hey iss liay loss ko serious ley kar uss ghalti ko theek karen jiss ki waja se loss hota hey aur loss se preshan nah yeh loss hi apko kamyabi ki taraf ley kar jay ga
        • #5 Collapse

          Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

          Loss tou her open ki jany wali trade main hota hai agar loss sy preshan hongy tou phir ham her waqat preshan hi rehain gy ky jo bhi trade open ho pehly woh loss main jati hai tou phir kuch time ky bahd profit main chalna shoru kerti hai tou agar ham loss sy preshan hongy tou phir ham trade close ker Ky nuqsan hi kerain gy
          • #6 Collapse

            Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

            ji Bhai aapane sahi kaha jab hum trade ko open karte Hain to vah kuchh waqt ke liye hamare against chali jaati hai aur ham loss ko dekh kar pareshan Ho jaate Hain use waqt hamen trading ke dauran pareshan nahin hona chahie is tarah Ham double minded Ho jaate Hain market hamare against kuchh waqt ke liye jarur jaati hai lekin vah ghoom FIR kar FIR vahin a jaati hai aur hamen profit bhi show hota hai to hamen loss ko dekh kar pareshan nahin hona chahie
            • #7 Collapse

              Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

              G Haan Dosto loss ko dekh kr preshan na hon balke mehnat krain r soch samjh k tarde krain take apko ek accha profit Hasil ho saky apko cahhay k Dil Laga KR kam krain r ek Kamyab trade kr k ek accha profit Hasil krny ka exprience Hasil kr lain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                Yes boss ap thek keh raahy hain hm ko chahye k agar hm ko losa ho bhe jata ha to us sy mayoos na hon balkeh next us sy ziyada mehnat krain aor kamyabi hasil krain, forex bhot technical business ha es main profit k sath sath loss bhe hota rehta ha hm ko es sy ghabrana ni chahye balkeh mazeed dill lagi sy waork krna chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                  Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay ager aap ko loss bhi hota hay too aap ko loss dakh ker preshan na hun balkay aap mehnaat kerain oor aapny loss ko recover kerain ki khoush kerain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                    loss or profit to bussniss k part hein ager profit mil jaiy to khushi hoti hy lekin ager loss ho jaiy to preshan bilkul bhi na hn balku himat krein next baar zeeada mehnat ker k loss ko recocverkrein or apni mehnat jari rahkin losss hota q hy jab haam lalch kerty hein sahee wqat forex ko nahee dety is liy jab ap wqat k paband ho jainn gy lalch nahekrein gy to apko ik din zarror kamyabi bhi mily gi or profit bhi mily ga ,,,,,,,,,,,,
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                      bhot acha sawal kiya haina aapne loss k daar say forex trading ko neh chorna chahaiye hum ko mazeeed hard work karna hoga tab he loss k chances o hum kaaam kar skte hain and profit earn kar skte ahin loss ko kaam karne k liye mazeed kaam lot size ko use karna hoga taab he hum kamyab hongy loss and profti forex trading ka hisssa hain is ko apne sath le kar chalene say he kamyabi hain ................
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                        Forex trading ak bahut acha online business hai us main hm ko kabhe lose bhe ho jata hai hm ko chaya ka hm lose hona pai dil chota na kran blka hm apni galti ko talash kran aur us ko thk kran jo bnda apni galtion sa seekhta hai wo ak din bahut acha trader ban jata hai koi bhe business hai jab tak hm apni galtion ko dor nea krta han hm acha businessman nea bn sakta han
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tulsisaim پيغام ديکھيے
                          Boss agar ham trading ker rahe hien aur agar hamain trading k doran loss hota h tu hamain belkul b preshan nahi hona hota h aur hamain sabar karna hota h q k kabhi na kabhi market hamare haq mien zaror aye gi as lyee himmat nahi harna chahye.:1f62b:
                          bhai aapane bilkul theek kaha hai agar Ham trading Kya nuksan hota hai to hamen pareshan bilkul nahin hona chahie aur jyada mehnat karni chahie market hamare hath mein aaegi isliye hamen nahin chahie thanks
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                            Good morning dear friendsaapane bilkul theek kaha hai trading mein loss Ho Na Koi badi baat nahin Hai lekin use loss ko recover karna experience ke sath mumkin hai aur experience demo account per practice karke hasil Kiya jata hai isliye jitna ho sake koshish karen trading Main jaldbaji......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Dakh Ker Preshan Na Hun

                              Jaya bhai Janab Baat bilkul theek Karke hai last Dekh Kar Pareshan Na Ho Agar ham log Dekh Kar Pareshan Honge to Hamen Main Koi fayda se nahin Hoga isliye main chahie ke Agar Hamen loss Ho Jaaye to agale mans bahut jyada mehnat Karke agale months bahut jyada mehnat Karke Ham Jyada bonus Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X