<Good profit make you greedy>

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    If you gain good profit the trader that not gain greedy
    agar user ziada profit kama leta hai to us me uska benifit hota hai or usy ziada hard working pe ziada bonus milta hai
    agar trader ziada mehnat nahe karyga to usy loss hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji bilkul hum ko apne emotions pr control krna chaye. Greed bhi usi ka aik hissa ha. myn ye ni kehta k hum ko greedy ni hona chaye lekin us ki limit hoti ha. hum ko aisa bhi greedy ni hona chaye k hum ko loss ho jaye. agr hum ko profit ho or hum apni greed pr control na kren or dobara trade laga den to hum ko loss ho jaye. Myn ye smjhta hon k greed se bhi hum ko seekhna cheye. greed hum acha kaam krne ka jazba deta ha. lekin aisa ni k hum us ko apne mind main heavy kr len.
      اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
      • #18 Collapse

        forex mai humay jitna hosake greeds say bachna chaiye and koshish karni chaiye k hum trading mai patience say he kaam kare kiu k forex per bhot say loag emotional hokar trading kar jate hai jis say unhe loss b hosakta hai issi liye humay sbr say kaam karna chaiye or lalach say bachna chaiye agr hum over trading nhe kare gay tw humay loss nhe hoga
        • #19 Collapse

          g bilkul sir aap thek keh rh hain
          forex ma log buht zeda mehnat krty hain jab new aaty hain th iss ma wo kafi ehtyat krty hain soch smh kr trading krty hain
          or jab un ko kafi profut hota hai tu wo log over confidence ho jaty hain which made them greedy and ye sab un k liye thek nhi hota hai
          ap konhar lamha forex ma ehtyat sa kam lena prta hau bcoz it is verg very risky for everyone
          • #20 Collapse

            g nahi agar planing k sath or forex news ko follow kar k zeyda profit earn kia jaye to us ko ham kabi b greedy nahi keh sakty hey magar jo luck par trading kar k zeyda profit earn karny k chakar me hoty hey us ko greed kaha ja sakta hay
            • #21 Collapse

              hum jab trade karty hain to humain greed ko avoid karna hota hay humain agr success hasil karna hay to humain hard work kar kay ana ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay greed say humain loss ho sakta hay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #22 Collapse

                wese mere lye to aesa ab nahi hai kiun ke mene itna loss kara hai ke sab experience is hawale se mujhe mil gaya hai agar aap ne kamana hai or apni planning or practice is business me jari rakhni hai to daily market ko watch kar ke mehnat karte rehni ho gi us se aap ko profits ki adat hone lage gi or aap greedy bhi nahi hua karen ge or profits hon ya loss hon dono situation me mind ko control karne ki bhi practice aap ki hoti jae gi .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Agr to ap forex market mai planning kay mutabique trade krtay ho tou ap phr greedy work nahi ko gy. kyu k planning walay trader greedy work nahi krtay. jab k begar learning walay traders he greedy work krtay hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X