pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?
    dear members ajkal jo new account ban rhy hain to mery kayl men ager ham unki bat kren to ham ye cheez note ker sakty hain k new members zyda a rhy thy jis sy unko forex k bary men itni maloomat to nh thi laikin wo threads same ker rhy thy jis sy phir posts delete kerni perti thi aor is sy kafi sara logon ki mhnaten zya ho jati thi.is liiye hamen chye k ham lazmi tha k phlr seehkty phir threads wala system kerty.is sy hamen bacna chye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

    G han Pakistan forex forum main thread khatam karny ki waja. G han new member jo Pakistan forex forum ko join kar rahy hain in ka threads opshion nahi hey. Kio k hamari bahot se post delete ho rahi the is leay threads ko khatam kar deya hey.
    • #3 Collapse

      Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

      G han brother apny boht achi bat ki hai aj kl new member boht a rhy hen jin ko forex ka knowledge nai hai aur wo fuzol thread kar rhy hen jo delete ho rhy hen jin ki wja sy un pe ki jany wali hmari posts bhi delete ho jati hen es lye new members ko chahye k wo pehly forex ka knowledge hasil karen phr thread karen.
      • #4 Collapse

        Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

        Important hota hai Kyunki yah aapke karne per acche wala confidence provide karta hai Yahan per Jo friend operation karte hain vah jitni Yahan per posting Karega Har posting ke gas usko acche wala bonus Milega Jyada posting Karega to usko Jyada bonus Milega system generate Ho Jaate Hain isliye aur posting Ke Apne Apne Yahan per advantages hai aap Logon Ko chahie karte hain aap Logon Ko
        • #5 Collapse

          Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

          pakistan forex forum mai hum live caht kar sakty hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam kary gy to he earning gain kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kr kam kar sakty hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to he hum pasai kama saky gy forex aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

            forum mai hum chating kar sakty hain forum ke waja sy forex famous hain hum is mai live trading kr sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table baan kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho ga
            • #7 Collapse

              Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

              forex aik acha business hain hum is mai forum hamara dost hain hum is mai live kam karty hain is mai kam karny sy hamy acha bonus or acha experience milta hain is mai hum aik din mai 4 thread kar sakty hain hamy mayre kam karna ho ga forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

                Bastratejyatem, especially when they dictate the need to leave the trading process in the case of profit. But the important thing is to make use of strategies and to abide by them ji mein yehi kahun ga yeh kam krny k liey app ko chaheay k app es kam mein aen agy yeh kam sahi hai lekin yeh etna asan nai hai je haan forex main relax mind rahnay se ap ku kafi faeda ho ga aur kosis
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

                  forex aik acha buisness hain hm is mai live thread bana sakty hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busienss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

                    Gee bilkul main b note kar rahay ho is forum par itny taizy se new members aa rahay hai phir utny taizy se chor b rahay hai yeh members new hote hai un ko forex k baray main kuch b pata nai hota phir wo thread kar daite hai koi fazool thread karta hai koi kisi ki copy kar k mix kar k type kar daite hai yeh members forum par boht gand dalte hai new members ko chayie k sirf forex ki study kare start main comments par guzara kare jab aap ki information zaida ho jay phir thread kare
                    • #11 Collapse

                      Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

                      Pak forex forim mai threads to khatam nahi hui hum threads to abi bhi ker sakty hain per us per milny wala bonus khatam ho gaya hai r wo bhi new members ki spaming ki waja se khatam hua hai
                      • #12 Collapse

                        Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

                        g bhai ap nay jiss point ki taraf ishara kiya hai yeh buhat hi improtant hai pakistan forum per bonus hasil karnay kai liyay because hum log buhat time nikal kar is forum per a kar posting kartay hain aur jab at the end of the month hum apni posts ko dhaikhtay hain tu us main say kafi threads aur posts deduct ho gai hoti hain jis kai baad buhat demotivation hoti hai tu humay chahiyay kai hum thread achi say achi posts karain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: pakistan forex forum men threads khtam kerny ki wjha?

                          G han bro apne bilkul sahi kaha same threads repeat hone ki waja se mere b kafi sare post delete ho chuke hain or kal tk delete huwe hain.. Hame same threads repeat nhi karna chahiye ta k dusron ko b nuqsan na ho or hame b nuqsan na ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X