<Long or short trade which is more profitable >
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    assalam o alaikum mere bhai forex men hamen short trading se hi kaam karna chaye q ke is bussines men loss bhi ho jata he short trading se kaam karen take loss ho bhi to itna bara na ho ager hamen experiance he to ham long trading kar sakte hen..shukriya..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Bhai jaan trade long term ki ho ya short term ki yeh sab to market ke trend per hi depended hai keh aap uss market jiss main trade lagana chahatay hain uss ko pehlay analyze karen agar aap ko lagta hai long term trade theek rahay gi to long term trade karen warna short hi theek hai.
      • #63 Collapse

        i absolutely agree with you that short term trading is good enough to get profit yet in long term trade it is easy to find rooms to sustain.
        • #64 Collapse

          asslam o alaikum gbhaijan forx me humen aksar short trading hi krn chaihiye or long trading k liye acha khasa expirianc chahiye or tab tak humen wait krna chahiye
          • #65 Collapse

            short trade boht profit hain hamy chahiyeh zaida sy zauda mehnat kry tub e ksmtsb go skty hain hmy chahiyeh zaida zaida sy zaida mehnat kry tub e ksmyab ho dkty hain hmy chahiyeh short term e trade karay.
            • #66 Collapse

              dear ye to hamary balance par depend karta hay agar hamary pass balance zeyda ho ga to long trading me hamy zeyda profit ho sakta hay
              • #67 Collapse

                ji bhai bilkul saahi sawal kiya hai aap nay main abi new member ho or bot say purnan member hai is pa or jahan tak faida ki baat hai hum jitna zayda kaam karty hai otna he faida ho ga jitni mehnat ho ge utni he sila yeh to nahi hota na k agar ksi nay zayda kaam kiya to us ko thora ila mila ho?
                • #68 Collapse

                  g bilkul g main bilkul thk hun ap sunao kia ho rha hai main ap ki bat sy agree karta hun kiun ky hm ko pta hai ky hm ko is ky lia hm ko time set karna parta hai is lia hm ko is kky mutabiq hi kam karna chayia jo ky hmary lia ahm hai
                  • #69 Collapse

                    hum is main long term main kam karty hain to sai rhta hay kun kay is main saafly trade ho skti hay agr hum short term main kam karty hain to humain kafi risk ho sakta hay hard work kar kay practice say kam karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #70 Collapse

                      dono he apni apni jagah per perfect hain long term trading ke lye long term he betha ja sakta hai big time frames ke hisab se technical analysis kar ke aap apni trades ko long term bhi chala sakte hain jab ke short time frame ke hawale se bethen ge trade ke lye to aap ko small target ke lye bhi achi trades mil sakti hain yeh sirf analysis per depend karta hai aap jese marzi chahen trade kar sakte hain .
                      • #71 Collapse

                        Long trem trade trade mai profit zada hota hai jab k short trem trade mai profit kam hota hai. es lye agr ap long trem trade kray gy tou ap ki earning bhe zada ho gy. ap ak he trade mai zada earning hasil kro gy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #72 Collapse

                          Main to dost humesha say long term trading ko prefer kerta hoon koin k pher us main hum acha profit boht he asani k sath earn ker sagtay hian us main lot size humeri kum hoti hai our zeada pips earn kerty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X