Loss ki wja sa forex na choro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki wja sa forex na choro

    G dear friend ap nay bilkul thk bat ki hay k forex buisines men agr loss ho jay to aksar aisa hota hy ka ham forex say diheart ho jaty han aur forex par kam karna chor daity han hamen cahiay k forex buisines men jo ups and downs atay han unko achi trah say bardasht kar k unkay achy treqay say muqabla karna chahiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki wja sa forex na choro

      AOA! dear senior and junior members kaisy han ap log ji hn brother na bilqul theek kaha ha k ager humain forex treading main loss ho tu isy give up kerny ki bajay in mistakes se sabuq hasil kerna chahiay.
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki wja sa forex na choro

        G bilkul friends agar hamay loss ho jaye to to hamay disheart nahi ho jana chahiyay or loss ke waja say forex ko chor nahi dena chahiyay bl k koshish krni chahiyay k hum apni mistakes say learn karein or mazeed mehnat karein ta k next time hum achay say trade kr sakein or loss ke recovery kr sakein or profit earn kr sakein.
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki wja sa forex na choro

          bilkul bhot acha sawal kia hain aapne trading main hum ko loss hota hain and haar busniess main asa he hain haar kisi ko loss hota hain vo koi b busniess hoo haar ek main loss hota hain par hum vo busniess kabi b neh chorte hain qk loss and profit haaar busniess main vo koi b work ho forex trading main ziyda mehant anr knowledge or experience agar hum hasil kare le tu aapne loss k chances ko kaaam kar k profit k chances ko increesss kar skte hain ...............
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki wja sa forex na choro

            je bilkul loss or profit to har buisness ka ak hisa hota ha to agr hum loss hony par is forum ko chordyn to ya humara bhoot bara nuqsan ha humy chaiya k hm mehnat kryn or is loss ky hony ki waja dhondy jab humy is loss ka reason mily jay to humy chaiya k hm ainda wo galti na kryn or is waja sa hum ainda loss bhi nahi face krngy or ak acha result hasil krskngy
            • #21 Collapse

              Re: Loss ki wja sa forex na choro

              aap nay theek kaha forex main aap ko losa hota hai tu aap ko forex ko chorna nahi chaey aap ko us mein acha kaam kar ka kamyabi hasal karni chaey jab himat har jay gay tu aap kamyabi hasal nahi kar saktay iss lia loss hona pr us ko choro nahi ua mein or zaiyada mehnat say kaam kro
              • #22 Collapse

                Re: Loss ki wja sa forex na choro

                ham lofgo ko forex kashuru ma trading ka shuiru ma profit sa zada loss wagr hi hota ha mgr ham logo ko chayia ka ham log kabhi be zada loss hona ki wajsa forex ko nai chgorayani ka ham log himmat har ka forex ko na chora biulka ham logo ko chayia ka ham log is loss sa learn karya aur is ko recover kar ka aur zada knowlede wagra hasl kaerya
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ki wja sa forex na choro

                  forex business main aksar members loss ko bear nhe kar pate hain or loss hone ke waja se wo forex ko chor jate hain to un ko cahiye ke wo forex main apni mehnat ko jari rakhen q ke aik din apko agar is main ap kamayb ho gye to ap ke pas paise he paise hon ge or ap hamen duaen den gy
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ki wja sa forex na choro

                    dear brother koi bhi business koi bhi Shobha Ho usmein profit aur loss uska lazmi hissa hai lekin Forex mein log loss hone ki vajah se bilkul Hi chhod dete Hain unke loss hone ki vajah trading Na sikhna haii agar Ham trading sikhe kar karenge to hamen loss ke bahut hi kam chances jaen baaz log loss ki vajah se trading karna bilkul Hi chhod dete Hain aisa nahin hona chahie isko proper tarike se Sikh ke FIR hamen is main enter hona chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ki wja sa forex na choro

                      Ji han aapane bilkul theek Kaha ki Hamen Agar kabhi bhi kisi bhi Business mein Love Ho Jaaye To Hamen uska Swarna Nahin chahie ISI banapur Express Mein Bhi Agar Hamen Kabhi Bhi Apne mistakes ki vajah Se Hota Hai To Hamen isko Nahin chhodana chahie Apne mistakes ko clear karna chahie ehtiyaat karne chahie ki Ham next time wo mistakes na Karen jinki vajah se Hamen loss hua tha
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ki wja sa forex na choro

                        Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho ki Hamen last hone ki vajah se Forex Ko Chhod Nahin Dena chahie Kyunki Har business Mein nuksan Hota Hai fayda bhi Hota Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss ki wja sa forex na choro

                          Bilkul theek kaha aap ny. Forex business he asa hai k is main koi bnda asa nahi hai jis ka loss na hwa ho. Starting main yeh market sb ko loss deti hai. Aur jo samajhdar log hain woh log loss ko bardasht kr k dobara kam start krty hain aur ahista ahista apna loss bhi cover kr lety hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X