Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting delete honay ki koe bahtreen reason??
    Daer friend and my dear brothers umeed hay ap sab kahriyat say hngay. Dear aj ka jo mera ap sb say sawal hy wo yeh k aksar apnay daikh hy k posting forex men say hamari delte ho jati han. Jb posting delte ho jati han to posting delte honay ki akhir sb say bari waja kaya hy k posting delte bhe ho jati han aur hamen uski kisi kisam ki earning bhe nai milti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

    Posting delete hony ki bhot sy wajuhat ho sakti hai, gher meyari thread k against post karny sy ye delete ho sakti hai, laparwahi sy post ki jae to wo b delete ho jati hai or har post ma ik he knowledge share karny sy b post delete ho jati hai, posting asi honi chahe k hat kio es sy kuch na kuch hasil zarur kary,
    • #3 Collapse

      Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

      G ha member ap jantay ho jab koi bhi kam ho os ko bakadgi say fellow kerna chay or or ak sawal ka ak ho jawab dayna chay jab ham apnay postsing kovbar bar ak sawal ka jawab dYty hay ak sawal ka bat bar jawab dayny say hamry pasts delete ho jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

        dear hamri posting hamri apni mistake ki waja se delete hoti hein agr hum is main achi thread main comment krein gey tu hamri post safe rhe gey agr hum befasol thread main comment krte hein tu hr hamri post delete ho jati hein is liye hume is main achi thread main comment krna zahrori h
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

          G han ham ko posting delete hiny ki koi batter rison posting delete na ho gaer ham chatty hey to ham ko chahiye k ham ek jasi post repate na karin to ham Pakistan forex forum main delete post se bach sakin ge is leay ham ko chahiye k ham post repate na karin.
          • #6 Collapse

            Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

            Es ki wajah agr hum forum k rollas par tawajoo de to samj aa hi jay gi agr hum ek hi maowzo ko bar bar thread banay gey aur bar bar ek jesi hi post karty hai to un ko lazmi koch dalet karni parti hai ya hilum limt se bhar jate hoo gey forum walo ne humary fedy k liye rolls banay hai lekin hum un ko pharty hi naih bas account bana kar thread post kartu hai aap log rulls follow kary phir dekhy
            • #7 Collapse

              Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

              mara aziz members mara kheal main jo hamrey aaj kal posting delete ho rhe hain os ke sab sa barey waja hy kh ham gaar meyrey post kar daity hain lakn hmay aik to os ka koi faida ni jota our hamrey megant bhe zay ho jati hy our post bhe delete to asey post ka kia faoda jo bhe post karo quilty ke he karo
              • #8 Collapse

                Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

                Ji han yah Baat bilkul theek hai kya Pakistan Forex Mein posting delete hone ki koi behtarin reason ji han Agar Ham Pakistan Forex Mein post repeat karen to Hamari post delete Ho Jaati Hai Ya Ham Kisi post mein baar baar Koi ward repeat karen to bhi Hamari post delete ho jaati hai isliye main chahie ki Hamen repeat post Nahin Karni chahie Is Tarah Se Ham delete post se bus sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

                  Bhai jan ab tu pists dekeenahi hote hain ziada pehle thore hoe thin mager ab nahi pechle month bahut hi ziada pists delete hoen es ki vaja ye hai k joo new member hota tha wo bus same threads kerta rahta tha kise ki dekh keta tu es ko phir wo bhee create ker leta jis ki vaja sy her member ki posts delete ko jate thin aur akser log forex ko chore rahe the es liye ab new member ka threads ka option nahi hai.hum ko bhee same nahi kerne chayen thrads.
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

                    Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main posts delet hone ki bari reason kisi dosre ki post ko copy kar k post ko share karna our forex main achi quality wali posts ko share na karna jis main koi knowledge bhi na ho is tarah se hamari posts delete ho sakti hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

                      Dear brother umed ha ap khariyat sa hon gay or forex main sab memeber khariyat sa hon gay ap ka bht acha sawal ha hmain forex main batukay sawalon ka jawab nahi dena chahiya agar hm in batokon sawalon ka jawab dain gay to hmaray in ki wja sa hmary poatain delete ho jati hain is lia hmain chahiya ka active mind ho ka achy post ka jawabbdain
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

                        dear friend forum par asi post delete hoty hain jo ne member as main fazol thraed kar dety hain ya pher duplicate hoty hain achi quality ki nahi hoty as k delete hony par hamary post bhi delete ho gaty hain go ak achi bat nahi hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

                          bohat he achaa sawal ha ager hum koye unquality post ya per thread kartaa ha to per hamara wo thread ya per post delete hojatee ha es leya hum ko chaheya ka hum jab be koye thread ya per koye post karaa to per quality walaa karaa to best hoga warna hum ko loss he hotaa ha...............
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting delete honay ki koe bahtreen reason??

                            ham logo ki boht sari postw gar forum par delte hoti ha jis ki wahja s aham logo ko gussa be ayta ha ku ka ham log mehnat karta ha aur wo delte ho jati ha ya tab hota ha jab ham logo na jis thread ka reply ki hota ha wo de;lete hoti ha tab aur wo rthread tab delete hoti ha jab wo kisi aur threads ya post wagra ki copy paste ho tab is liya ham logo ko achi post ka hi reply karna chayia

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X