<Unnecessary emotion make loss>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex market mai emotion zaroori nahi hai kyu k emotion ki waja say ap forex market mai earning nahi kr sakty. aur na he ap durast trade open kr sakty ho. forex market mai durast trade open krnay kay lye achi planning ki zarorat hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jo traders bhe emotions k sath trading kerty hain wo kabhe bhe us main kamyaab trader naeh ban sagty hain to humean us main apny emotions ko control kerna ho ga pher he kmyabi mily ge
      • #18 Collapse

        sir mai app ke baat say 100 percent agree karta hon ke Forex trading mai loss ziada tar hota he emotions ke waja say hai. iss ke sadi se misal demo hai iss mai emotions involve nai hoty hain iss liye ziada tar traders iss mai kamyab trading karty hain. lakin jab wohi traders real mai trading start karty hain tu phir emotions ke waja say same market mai in ko loss hota hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          g han ap ne sahi kaha hai hmary unnessery emotion ki wajah se hmain lose hota hai jb hmari market mn trend up down hoty hain or hum achi taha smjh nh paty tu or bht se pair k sath trade strat kr dety hai tu hmain esi sorat losse hota hai

          اب آن لائن

          Working...
          X