Indicators Ki Knowledge Rakhy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators Ki Knowledge Rakhy
    Indictaors ki tadad dekhi jaaye to buhat hain aur aik mt4 ya mt5 k plateform par in sub ko apply kar k kaam karna thora critical bhi ho jata hy agar ap is main 2 sy 3 indicators ka use seekh lete hain to is baat ko confirm kar lein k ap kaafi had tak achi earning karny kaabil ho sakein gy
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

    Bilkul dear indicator ko lazmi watch krna chye q k forex trading me apko apni trade ko jab follow krty hen ap Jan tak indicators ko watch nahi kry apko andaza nahi hota k apki trade ka kya rukh hoga kya apko trade close krna chye ya jari rkshni chye ye apko indicators sy hi PTA chalta hy
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

      Yes dear friend forex trading ka experiance our knowledge buhut ziada zaroori cheez hay kionka in dhono cheezo k baghair aap kabhi be achay traders nahee ban sakthay our indecators ka knowledge buhut ziada zaroori hay kionka ise say aap achay analysis kar sakthay hay.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

        G han ap ny bilkul thek kaha sb indicators ko km time main apply krna mushkil hota ha islia hmy do sy 3 indicators use kr k usi ko apply krna chaye ta k hm trading achi kr skn
        • #5 Collapse

          Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

          se k ap ne kay he k forex life ko secure manata he to mere bahi bahat ye he k bill cull Forex trading se ham apni life ko site kar sak the he le kin mere bahi k liye ahme boat mehnat karni ho ki Forex trading me online part time work first of aall m aap ko aik baat bataonga online kaam aisay hotay hain jin m aap ko registration karani hoti hai aur work bhe buhat karna hota hai lekin is mein koi aap ko buhat kaam ni karna hota
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
            Indictaors ki tadad dekhi jaaye to buhat hain aur aik mt4 ya mt5 k plateform par in sub ko apply kar k kaam karna thora critical bhi ho jata hy agar ap is main 2 sy 3 indicators ka use seekh lete hain to is baat ko confirm kar lein k ap kaafi had tak achi earning karny kaabil ho sakein gy
            Agar aap training karne ke liye indicator score use karte hain to aapko indicators ka knowledge Jarur Hona chahie lekin traders karta hai ki Kabhi B indicators per fully depend na Karen indicator se sirf aapki planning Mein Ek paath Karte Hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

              Dear friend indicators ko understand karna Aana chahie Sab indicator best Hai Kisi Ko Bhi understand karna Sikh le..
              • #8 Collapse

                Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

                Forex main indicator bahot ehim hai ager apko pora week ik bhi acha indicator mil jiye to apka kaafi faida daye kar ja sakta forex main ap jitni mehnt karty hain to apko cbiye kay indicator ka wai8 karyn kyun kay indicator kay liye apko thora time wai8 bhi karna pery to kar.layn
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

                  jahan tak Meri information hai uske mutabik hamen kabhi bhi indicators per sada. Nahin karna chahie kyunki indicator se per trade karke Ham kabhi bhi achcha profit hasil nahin kar sakte indicator samay maximum wrong trade hi tha isliye jyada vetan hai ki aap market ke analysis karna sikhen aur UN ke mutabik trade Karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators Ki Knowledge Rakhy

                    hamy knowledge gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex ak bohat bara business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is maai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nah hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X