Trading me fail honay ki waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading me fail honay ki waja

    Dear friend apny bht acha sawal kiya hy k forex men hamary fail hony ki sb say bari waja konsi hy jis ki wajah say aksar ham is men say fail ho jatay wo yeh k learning nahi hoti experience kafi kam hota hy jis ki waja say hamry trading mushkil ho jati hy hy jb trading mushkil hoti hy jb trading mushil hoti hy to hamen profit k bajay hamen nuksan hi hota hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading me fail honay ki waja

      g han ap ny thek kaha trading main fail hony ki kai wajohat hn jin main ek planing ha ar dosra bghair analysis k trade krna ha to jb hm soch smjh kr trade nh krn gn to kamyab nh hn gn
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Trading me fail honay ki waja

        Ap nay yeah jitnay bhi point bataye hain yeahi wo wajohat hoti hain jo trader ko forex main fail kerti hain. aur in main sab say bari waja trader ko forex ka knowledge na hona hay. aisay trader jo forex trading main acha profit nahi hasil kertay un kay pas forex ka acha knowledge aur experience nahi hota. jis say wo achi trading ker saken.

        اب آن لائن

        Working...
        X