<When in doubt, stay out>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Whenever you think that you are in any sort of doubt then do not go for the trade as you will not be comfortable while trading and will find your self depressed . So it's better to not trade than to face a loss .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    To start a successful business is a great project. in addition to the strategic focus on and blah. focus on risk award. money and risk management, the discipline and patience, too. that would lead to success.
    • #3 Collapse

      humain trade main agr kam karna hay to learning kar kay ana ho ga is main low risk main practice say kam karna ho ga ta kay magr main achi earning hasil ho sakay low risk main market main kam karna sai ho sakta hay
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
        humain trade main agr kam karna hay to learning kar kay ana ho ga is main low risk main practice say kam karna ho ga ta kay magr main achi earning hasil ho sakay low risk main market main kam karna sai ho sakta hay
        ge bhai hmein apne trading mein learning se faida hota he aur hm apne forex trading mein ache trah se learning krein aur apne trading mein practice se kam krein aur apne trading mein sahih mhnt krein aur apne trading mein risk ka istemal km krein phr hmein apne trading se profit asane se hasil hota he aur hm apne trading se ache incmoe hasil krte hien
        • #5 Collapse

          yes ye baat bilkul shai hai jab aap fesh mind naa ho aor koi confusion ho to aap ko chaye k trading se door rahe kiu k trading bilkul fresh ho kar karna zaroori hai thake hue mind k saath trading nahee karna chaye
          • #6 Collapse

            doubt me to kabhi bhi kaam karna he nahi chahiye ham ko jitna ziada ham doubt me reh kar kaam karen ge or bina plan or practice ke kaam karen ge utna he ziada hame success hasil ho sake gi sure reh kar trend ko follow kar ke he trading me better profits hasil kiye ja sakte hain mistakes bhi us se kam hone ke chances hote hain or kamyabi ziada ache se hasil ho pati hai .
            • #7 Collapse

              Forex market mai trade es waqat krna chaheay jab ap patience aur tension free ho tou ap forex market mai success full trade kr sakty ho. ap ko earning bhe taget base ho gy. tension ki waja say success nahi ho gy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bilkul ap sahi keh rahy hain.. Ager hmen koi doubt ha tou hmen us wqt trade nae krni chaheay... Bulky wait krna chahey achi trade ka

                اب آن لائن

                Working...
                X