Stop loss good or bad?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    stop lossis best tool in forex trading. es se hum loss me ek target fix ker sakty hain jis se hamein ziada loss nhi hota or hum profit earn ker sakty hain, ager hum ye target fix na krein to ziada loss hone ka khatra hota hai or hum apna account bhi loss ker sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Stop loss lagaana to good hota hai or good kia yeh to ap compulsory samjhien kiyoun key stop loss key bagher trading mien ap samjhien key ap ki trading mien jaan he nahi hai or yeh ap zaroor learn karo key stop loss lagana kis point per kitna pips key baad.
      • #138 Collapse

        Stop loss is a great tool in forex trading.we can use stop loss in trading prevents our trade to maximum loss.it close our trade on selected point.we should must use stop loss tool in the trading.
        • #139 Collapse

          bhai jaan appka sawal acha hai laikin main new hoon tou is kay bary main kuch kam pata hai laikin jo pata ha wo share karta hoon stop loss lazmi lagana chahye account wash se bethter ja app thora sa nuksan karen
          • #140 Collapse

            forex trading mai bhai jaan humay stop loss and take profit ki much importance hoti hai kiu k ap trading mai stop loss say mazeed loss say bach sakte hai and take ki madad say hum apna target acheive kar sakte hai ziyada tar loag forex trading mai ye dono use karte hai and ye sab say best way hai
            • #141 Collapse

              forex trading mein stop loss main cheez hai aur apko chahiye ke ap is mien stop loss ko zaroor use karen is mien ap aghar bian stop loss ke trading karenge to apko is mien phir loss hi hoga.
              • #142 Collapse

                stop loss bhot good hai . ye ap ky account ki care krta hai . is se apka accoun bhot zada khasary me jany se bach jata hai . stop loss ka istamal sell ki trade me resistance se upar kia jata hai aur buy ki trade me support se nechy.
                "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                • #143 Collapse

                  Kuch log Jo apne traded par focused rahty hain woh stop loss ko use nh krty aur Jo log her waqt focus nh kar skty un k liye take profit aur stop loss donon ko use karna bht zarori hai ta k profit k sath AGR kbhe loss ho b to kam sy kam ho.
                  • #144 Collapse

                    Stop loss aur take profit yeh donon buhat achi strategies hain aur in key use sey aap big loss sey bach saktey hain aur over trading sey bhi bach saktey hain. New traders ko stop loss ka use zaroor krna chaheye takeh agar market main tezi aa jaye to un ki equity safe rahay aur zaida loss na ho.
                     
                    • #145 Collapse

                      New comers ko aur aisey traders ko jinhain loss ziada hota ho woh stop loss ko zaroor use kia karain. Trading sey pehlay yeh option zaroor lagayen aur agar ho sakay to trading key doran is ko modify bhi kr lain. Is tarah aap big loss sey bach saktey hain aur aap key emotions bhi control main rahain gey.
                       
                      • #146 Collapse

                        stop loss ko use karna boht acha lagata hay agr hum is main stop loss kop nai lagtay hain to humain maloom nai hota hay market main ziada loss ho jata hay or humara account wa ho jata hay humain kafi risk sa hota hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #147 Collapse

                          Forex trading kay doran stop loss ko use karna traders kay liye kafi faidamand sabit hai iss ke main reason yeh hai ke stop loss set honay ke waja say traders ko trading kay doran jo b limit traders nay set ke hoti hai iss say ziada ka loss nai hota hai aur stop loss ke waja say trade khud ba khud band ho jate hai .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #148 Collapse

                            stop loss lazmi hai or sab se ziada acha tool hai forex me lazmi use karna chahiye kiun ke stop loss he ham ko bhari losses se bacha kar rakh sakta hai us ke lye ham ko lazmi proper dekh kar soch samajh kar trading karni chahiye jitna ziada ham stop loss ka properly use karen ge utna he ziada hamara account or hamari trading safe reh saken ge or business hamara sahi se chalta jae ga .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X