Stop loss good or bad?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes we can stop big losses by using stop loss , you need to determine the stop loss levels on the basis of the risk you want to take and also your profit and risk ratio which you prefer to trade in .You need to keep all these factors in mind.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      stop loss tu loss say avoid ke liye good he and forex bahot hi better business hay is mein sirf ap ko investment and knowledge ki zarorat hoti hay phir aap forex say earning kar saktay hay ap ko kisi aur business ki bhi zarorat nahi hogi sirf forex hi enough hoga ap kay liye isi liye mein forex ko learn karta hon takay forex say achi kamai kar sakon .
      • #18 Collapse

        Assalam O Alaikum bhai jan ye jo stop loss aur take profit limits hoti hen in key bagair trading kerna na mumkin hey q key ap 24hour market me nahi beth saktey aur ye limits ap ki trade ko secure rakhti hen.
        • #19 Collapse

          dkehian main to is chez pay beleive karta hoon kay loss ko agar ap stop karain gay to yeh bohat hi acha aur is say ap ka profit barhay ga.
           
          • #20 Collapse

            stop loss tu loss say avoid krny ky liye he and forex aik acha business hai aur is business mein aap ko effort ki need hai aur demo par ziyda sy ziyda practice kary aur apna knowedge increase kary yeh acha hia aur aap apni life happy bana saktay hain forex ky sath so only little effort aap ko is business mein success hasil karwa sakti hai.
            • #21 Collapse

              assalam o alakikum g bhai jan stopo loss ko humen use krna chahiye q k ye humen loss na hone me humari help krta hai or humen khud ko bhi achi prectic krni chahiye
              • #22 Collapse

                stop loss boot hi acha hota ha ma to kahta ha k stop loss par hi kam karna chaye is ka halwa kam nai karna chaye agar hum stop loss ka bagiar kam karte hain too us ka koi faida nai ha balke loss zeda hota ha is lai ya commond zarori hoti ha,
                • #23 Collapse

                  stop loss lagane k silsile main main bhi confuse hoo kiu k market reverse main jaane k baad wapas bhi aa jaati hai aisi soorat main stop loss laga hoga to wo loss pe trade cut ho jae gi. Lekin kam capital k saath stop loss lagana zaroori hai
                  • #24 Collapse

                    dear stop loss set karna bohat zroori hay iss se apko bohat faida hoga or ap ko ksi kisam ki tension nahi rahegi opr ap easily stop loss seet karenge to ap befikar honge or apko bara loss bhi nahi dekhna parega.
                    • #25 Collapse

                      nai ye ach ahai agr ham stop loss laga kar kam kar sakty hain yehi iss mai behtari hai .... forex mai kam kar sakty hain
                      • #26 Collapse

                        Stop loss ka use bohat hi acha hota hai aur iss ka begaire humy trading nahi karni chaye jinty bhi achy aur big traders hain sab stop loss ko zaror use karty hain aur trading k otheek sa karny ka tariqa bhi yehi ha ka stop loss ko use kia jaye aur har tarde mainuse kiya jaye.
                        • #27 Collapse

                          jab hum trade kr rhe hotey hain to humain ye koshish krni chahye ke stop loss lga dain kyu ke baaz dfa ayse hota ha ke markeet hmare against chali jati ha to us wqat agr hum ne stop loss lgaya ho to hum loss se kafi hadd tak bach sktey hain aur apna acount b bcha skty hain ye hmarey lye bari achi bat ha to ma to ye he kahu ga ke stop loss lga dena chahye
                          • #28 Collapse

                            stop loss aik buhat hi acha tool hai jis say aap is main buhat baray loss say bach jatay hain or aap ko is main buhat ziada loss nai hota is say aap ko is main trade karnay main asani hoti hai or loss nai hota
                            • #29 Collapse

                              meray khayal say ye to market per depend karta hay kay aap stop loss kitna lagao wasay agar aap nay 10 pips ka profit set kya hay to aap ko chahiye kay 20 pips ka stop loss set karo lekin aap chahay to aap 10 pips ka stop loss set kar saktay hay market ko dekhtay howay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                assalam o alaikuam mere dost forex main stop loss ki strategy is main apko loss say bachany k liye hoti hay or sab beginners k liye best ahy hmain chahye k hum is main stop loss ki strategy use karian takky humain is main loss na ho or hum learn kar sakeen..shukriya..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X